Nojoto: Largest Storytelling Platform

likhu kya guru pr mai.. kalam pakadna unhone hi si

likhu kya guru pr mai..
kalam pakadna unhone hi sikhaya hai...
jb v kutch glti hai ki...
dusra mauka unhone hi age badhaya hai...
kya likhu guru pr ab...
kalam pakadna unhone hi toh sikhaya hai...
akshar akshar shabd bne ..
unka istemal shi sikhaya hai...
shabdo se jyada unki aheemiyat uker kr btaya hai...
kya likhu guru pr isse jyada...
yeh astitwa unhone hi toh sajaya hai #teachers #teachers_day