Insaano ki iss bazar mein👨👧👦👨👧👧👩👧👧 Bik rhi hai insaaniyat Thand ke iss mausam mein Jhulaas rhi hai insaaniyat Waqt or mausam kabhi jiske🏜 Hua krte the Aaj woh bhikh mang rhi hai insaaniyat Jo kabhi insaano ke sir ka taaj ♥️ Hua krti thi Aaj woh jamin pr padi dhul🎴 hai Rok ko lo iss phele ki bahut der ho jaye Isse phele ki ghut ghut kr Mar jaye insaaniyat 😢 Mar jaye insaaniyat 😢 #NojotoQuote #alfaaznitj