kasoor sirf itna hai ldki hun Mein apni glti na hone pr awaz uthayai To btameez hun Mein glti itni c hai ki ek Ldki hun Mein Lgta hai gunga andha sb bnna pdenga qki yha andha hona pdta hai sch samne na lane K liye gunga bnna Pdta hai sch na bolne K liye No. self-respect dusro ki Hi suno bs#ldki hun na isly #