*-Maafi maang lete hai kayi baar wo_* Maafi maang lete hai kayi baar wo lekin bhul jaate hai uss pal jis pal jaroorat hoti hai bohot.. kyunki jab galti hoti hai tab maafi na magna hoti hai unki fitrat.. yahi to hai karan ki aaj maafi ka nahi hai koi asar... ab inn duriyon ko pina hai vish saman iss bachi zindagi mein kyunki Mafi maang lete hai kayi baar wo Lekin bhul jaate hai uss pal jis pal jaroorat hoti hai bohot... #maafi