Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har aurat Mard ke jhagda me mai ghalat samjha jaat

Har aurat Mard ke jhagda me mai ghalat samjha jaata hu 
Shoq karu khuch pasand ka toh awara hojata hu
 
Jazbaat mujh me bhi hai par bata nahi sakta 
Aansu ajaye agar ghalti se bhi aankh me toh buzdil kehlatu hu
 
Zimmedari ka bhojh itna hota hai mujpe 
Inku uthate uthate mai khud mit jaata hu
 
Kuch ziyada nahi mai ek Mard hu sahab 
Zimmedari ki khatir mai khud ko bhool jaata hu

©k.Misbah_uddin happy mens day 
#Lights