Nojoto: Largest Storytelling Platform
praveensingh4397
  • 6Stories
  • 57Followers
  • 39Love
    177Views

Praveen Singh

  • Popular
  • Latest
  • Video
017371722000c930442076474411f515

Praveen Singh

017371722000c930442076474411f515

Praveen Singh

#Sadmusic Prem gatha
017371722000c930442076474411f515

Praveen Singh

017371722000c930442076474411f515

Praveen Singh

char rangeeleYaariya 



yah kahani sonpur ke Rahane wale char char doston ki hai Holi ka parv aane wala hai Charon doston ne Holi ke parv ko acche se manane ke liye Apne dost Akhil ke pass gaya UN donon ne apne teesre Mitra Kunal ko phone lagaya aur use jaldi milane ke liye bola Kunal Apne chauthe Mitra Pravin ko turant use aane ke liye kaha Parveen aur Kunal Akhil ke pass a Gaya Charon dost ne Holi khelne ke liye ek ek plan banaya aur UN Charon doston ne Holi khelne ke liye apni gadi nikaali Charon doston ne ek bike per hi baithkar Holi khelne ke liye color aur dher sare rang hath mein liye bike per baithe Hain ja rahe the Charon dost kabhi Khushi se bayan nahin ho rahe the Charon dost ne kaha Aaj hamari Holi humse bhi behtar hogi Aisa Holi khelenge Aaj Tak koi Na khela Ho kisi ke ghar per ya kisi yaaron ne Aisa Holi na manaya hoga yah Holi hamari dosti ki nishani hogi aur hamari dosti yahi se majbut rahega ham jab jab bhi milenge is Holi ka jikr Kiya karenge kyunki hamari Holi humse behtar kahin Na Ho aur hamari Jaisi na Charon doston ne hanste hue bike se ja rahe the Charon doston ne hath Mera le lekar dusre logon per dekh rahe the aur Jor jor se dhake maar kar hanste hue kahate Hain Holi hai Holi hai Bura Na Mano Holi hai Holi ka parv hamare liye pure Bharat mein Holi ka per manaya jata hai aur is tyohar ko kabhi dhumdham se manaya jata hai Holi hamare Parivar mein khushiyon ka rang kholta hai aur yahi rang hamare rishte ko Kareeb majbut banata hai Charon doston ne aise baten karte hue kafi dur nikal gaye the unhen pata Na tha ki kahan jaaye aur kahan se shuruaat Karen Charon doston ne ek hath mein rang liye hawa mein rang ko bol rahe the hawayen bhi Masti se jhoom rahe the aisa lag raha tha bike per jaise ki hawayen bhi aaj humse Holi khelna chahte ho Holi Holi rangon ka tyohar hai aur ise ham sabhi ko ek sath milkar manana chahie ya khelna chahie ham sabhi is din dost aur bhai ki tarah miljul kar Holi ka parv manaenge Charon dost baten karte karte Apne gaon se kafi aage Nikal Gaya aur aakhir mein unhone Charon doston ne bike ko sadak ke kinare Laga kar ek pipal ke ped ke niche baithkar kuchh baten karne lag Gaye aur kaha ki ham aaj ka holi Kahan manae aur Holi hamare jivan Tak is Holi ka Naam Liya jaega Charon doston ne sabse pahle use paper ke niche Shiv ji ka Pujan Mandir tha unhone sabse pahle Bhagwan Shiv ke Mathe per rang gulal
lagakar vahin se shuruaat Kiya aur Charon doston ne ek dusre ko rang aur gulal lagakar ek dusre ko badhai Di aur gale lagakar unhen kaha ham FIR milenge chalo doston ne gadi bike ko start Kiya aur aage nikal Gaye thodi der bad unke bike mein petrol khatm Ho Gaya Charon doston ne gadi ko pakka lagakar le ja raha tha Kareeb 5 baj chuka tha aur andhera hone wala tha paanchon dost hone rang gulal do khela hi khoob aur gadi per baithkar ja raha tha Ghar ke liye kuchh samay bad unka Ghar aane wala tha ki uske dost Rohan ka phone aaya aur ka mere dost Alvida agali Holi per ham FIR milenge Akhil ko kuchh samajh nahin aaya kirohon ne Aisa kyon kaha Akhil ko ghar per jaane ke bad FIR ek call aaya aur kahan Akhil bro ka accident Ho Gaya aur uska date Ho Gaya is duniya mein nahin hai aur aakhiri time mein aur tumhen vah yad Kiya aur kahan mere dost ko meri aakhiri Salam bhejna bahut dukhi ho raha tha ki aaj uska ek dost chala Gaya aur kafi karibi dost chala Gaya yah baat usko बार-बार pareshan kar rahe the ki aakhir Bharosa nahin hai ham is duniya mein Aisa karne ki kya jarurat thi kya vah apna Holi Ghar per nahin banaa sakta tha Holi Apne doston ko ghar per hi bola kar Apne Ghar per hi rang gula l doston ke sath Khel leta use ghumne ki kya jarurat thi aaj Holi ke Karan Mera ek dost Na Raha yah Holi hamen kabhi Khushi de jaati hai aur Khushi ke time mein hamen kabhi dobara sandesh de jaati hai Holi rangon ka tyohar hai Holi khushiyon ka tyohar hai isase hamen ya Prerna milati hai ki hamen Holi ke din Apne Parivar ke sath gulal lekar banae Apne Ghar se bahar Na jaaye aur Na kisi doston ko bulae

©Praveen Singh
  #Colors char rangeele
 Yaariyan
Holi mhaprv aap sabhi Holi ki hardik shubhkamnaen

#Colors char rangeele Yaariyan Holi mhaprv aap sabhi Holi ki hardik shubhkamnaen #प्रेरक

017371722000c930442076474411f515

Praveen Singh

jindagi

jindagi hamen chalna sikha deti hai. jindagi hamen Rona sikhati hai jindagi hamesha Milana sikhati hai jindagi hamen sambhal kar chalna sikhati hai jindagi hamen roj uthana sikha deti hai jindagi hamen hamesha kamana sikha deti hai jindagi hamen Rona sikha deti hai jindagi hamen sambhalna sikhati hai jindagi hamen rok kar lena sikha deti hai jindagi hamen Rona sikhati hai

©Praveen Singh
  #tigershroff 
zindagi
jindagi hamen sambhalna sikhati hai use sambhal kar uthana sikhati hai

#tigershroff zindagi jindagi hamen sambhalna sikhati hai use sambhal kar uthana sikhati hai #विचार

017371722000c930442076474411f515

Praveen Singh

Rahat





jab ham kabhi kabhi kisi chij Ko dekhne ki Chahat hoti hai hamen womens ya womens ko mance dekhne ki jarurat hoti hai कभी-कभी hamen apne aap ko lekar gujarna padta hai kyunki hamare liye hanikarak ho sakta hai Kai log Bina soche samjhe apni galtiyon ko sudharna nahin chahte

©Praveen Singh
   Rahat

kisi chij Ko dekhne ki Chahat rakhne wale vyakti

Rahat kisi chij Ko dekhne ki Chahat rakhne wale vyakti #विचार


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile