Nojoto: Largest Storytelling Platform
anamikabajpai8922
  • 36Stories
  • 6Followers
  • 406Love
    1.4KViews

Anamika Bajpai

  • Popular
  • Latest
  • Video
03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White Ab kya fark padta hain life me kaun aaye kaun jaaye 

jise pana tha use to kho diya maine...

©Anamika Bajpai #love_shayari
03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White muqammal ho hur khwahish aisi jindagi kaha hoti., 
Schii Prem kahani kbhi poori kaha hoti...

©Anamika Bajpai #Sad_shayri
03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White Apne watan se wafadari bhi imaan ka hissa hain...🇮🇳

©Anamika Bajpai #happy_independence_day
03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White Aacha nhii hota.,
 jada aacha hona bhi...

©Anamika Bajpai #Sad_Status
03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi
kbhi kuch keh na saki to  kbhi tu sun na ska 
kuch alfaaz kuch jazbaat aur kuch rawani likhungi.,
kaise khoya bachpan kaise hui barbaad jawani likhungi
jo gujri haqikat aadha fasana aur kuch adhoore khwabo ki kahani likhungi 
ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi..,
wo jo hui thi tujhse shuru kbhi kahani meri 
wo bn na saki hakkiqat ki dastan to kya hua 
jo khtm na kar ske mohbbat ko humari mai aise alfazo ki ruhani likhungi..
Ab uthayi hain kalam to saari kahani likhungi.....

©Anamika Bajpai #GoodMorning imagination

#GoodMorning imagination

03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White Tujhe dhekhte hi dil ko sukoon milta hain.,
es bheed bhari duniya me bus tu hi ek apna sa lgta hain...🌙❤️

©Anamika Bajpai #love_shayari
03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

#sad_shayari kuch ulji to kuch suljhi ankahi baatein

#sad_shayari kuch ulji to kuch suljhi ankahi baatein

03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White Tu naseeb me nhii to kareeb kyu hain.,
agr tu humsafar nhii bn skta to tu Safar me kyu hain....
Tu hakikat me sath nhii to khawbon me itna kareeb kyu hain..
yu to hain tu njro se door pr dil ke itne kareeb kyu hain...

©Anamika Bajpai #Lion imagination

#Lion imagination

03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White Ye baarish ki boondein phir ek baar aayi hain.,

Tum na aa ske pr tumhari yaadein apne sath layi hain...

©Anamika Bajpai
  #rainy_season
03c81950be8cf9f00876cc981ef4bb5f

Anamika Bajpai

White Intejaar hain mujhe apne akhiri waqt ka.,

Suna hain aant me sab aacha hota...🙌❤️

©Anamika Bajpai #love_shayari
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile