Nojoto: Largest Storytelling Platform
mdshahzadakhan121734
  • 134Stories
  • 95Followers
  • 1.2KLove
    3.4KViews

mdshahzada khan124

  • Popular
  • Latest
  • Video
0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

tumhe pane ki kosis to ki thi magr tera jana ka ah sas nhi tha  
or ab tum aisi ajib si bate kio kar rhi ho ye tu tera andaj nhi tha 
or dekha tha maine kisi ke photo dp me tere sath sach kaho wo to tumhara bhai to nhi tha

©mdshahzada khan124 #lily

0 Love

0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

arz kiya hai ke - 
tumhe dekhne ke baad ye khyal aya 
kiya sach me mujhe pyar hua hai ya bukhar aya 
pr ek baat yaad aya ke jo bhi aya bemisal aya 
or 
sayad bad kismati hai meri jo kuch nhi kah saka tumko 
magar sach kahu to tumhe dekhte hi mujhe tum pe pyar aya .

©mdshahzada khan124 #philosophy
0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

tere khyal me is kadar dubgya main 
sigret jalyi or hato hi se piy gya main 
or 
jab jali ungliya hato ki  to yaad aya 
is kadar teri yaado se bhahar nikal gya main .

©mdshahzada khan124 #drowning

10 Love

0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

arz kiya hai ke - 
kabhi khali kabhi khyal leye baitha hun 
hato me sigret or labo pe tera naam liye bitha hun 
or
apna to ye haal hai ke tun han kare bs ek baar tere lye to dil bhi khali lye bitha hun

©mdshahzada khan124 #us

11 Love

0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

tujhe dekhne se mujhe meri yaad ati hai 
suna hai dil tuta hai tumhara ye sunakr meri ankho se khushi ki ansu nilkal ati hai 
or 
main tu nikal para is dard se 
ab dekhna hai ke tu kaise is dard se nikal pati hai

©mdshahzada khan124 #Nofear

10 Love

0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

u to bahut yaad ati hai tumhari 
sochta hun ke tumhe awaj dekar boldu 
magr ye ankhe bhar aati hai ye soch kar ke tum sunna hi  nhi chahti ho

©mdshahzada khan124 #Rose

8 Love

0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

ek din tum mujhe miss karogi 
ye soch  karke ke kisi ne kha tha ke ek din tum mujhe miss krogi

©mdshahzada khan124 #darkness

10 Love

0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

tere hone se  mujhe sb yaad rhta tha 
tere zane ke baad kuch aisa asar hua ke kon hun main ye bhi bhool gya  hunmain  
or 
kiya bato tumhe najane kaha kaha se gujar gya hun main 
ye raat hai yaa din kuch nhi pata na jane kin khayalo me khogya hun main 
or ye kon hai jo mujhe jaga rha hai nind se 
abhi abhi to tera naam lekar sogya hun main

©mdshahzada khan124 plz support me like and comment how is it 

#selflove

plz support me like and comment how is it #selflove

7 Love

0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

na jane kio teri baat karta hun 
akela tanha  jab rhata hun to khamoshi se tri baat sunta hun 
or 
jb teri baat sunta hun to khud se swal karta hun tum to ho hi nhi jindagi me meri fir q tanhayi me tumhe yaad karta hun

©mdshahzada khan124 #jail
0d993bca63f85983d88fe67e56b7dac4

mdshahzada khan124

teri yaado se nikalna chahta hun 
teri bat tujhse hi karna chahta hun 
or 
tu mana kare mujhe fir bhi tera hi sath chahta 
sach kahu to tumjh me hi apna 
pyar chata hun 
or tere sat marna nhi jina chahta hun

©mdshahzada khan124 #Travelstories
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile