Nojoto: Largest Storytelling Platform
muqaddaskhan5381
  • 54Stories
  • 36Followers
  • 491Love
    0Views

خیبر خان

شاعری

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

KAL TAK WOH HAMARE THE 
AAJ KISI AUR KE MEHFIL E SHAAN 
BANAGAYE

©خیبر خان kisi aur ke hogaye

#Diwali

kisi aur ke hogaye #Diwali

3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

Pata hai humari bich aayi dooriyon ki wajha kya hai
mujhe baato ko samajhna nahi aata 
aur tum iss baat ko samajhna chahte nahi ho

3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

NA CALL
NA MSGS 
NA MULAQT
EK EGO ME THA AUR
DUSRA UMEED ME kyu sahi hai na


#reading

kyu sahi hai na #reading

3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

TUM AAPNE HISSE KI MOHABBAT ITNI SHIDDAT SE NIBHAAO
KI JAB BHI KOI TUMHARA DIL DHUKAYE 
WOH AAPNI HI NAZRO ME GIR JAYE #Forest
3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

Ankhein bhi sambhal kar band karna 
mere dost
palko ke bich bhi sapne tut jaya karte hai

3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

Wo agar kahe ki tum unke liye important ho
 Tho usse mazak samjh kar bhul jaana
tumare liye acha rahega

3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

AURAT
Bachpan se lekar shadi hone tak
aapne maa baap ke liye jeeti hai
shadi ke baad bache hone tak
apne shohar ke liye jeeti hai
bache hone ke baad aapne shohar 
aur bacho dono ke liye jeeti hai
apni puri zindagi luta ne ke baad bhi 
zamana kehta hai AURAT ko samajh na 
BAHUT MUSHKIL HAI

3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

Dukh fasana nahi ke tujhse kahe
Dil bhi mana nahi ke tujhse kahe
aaj tak aapni bekali ka sabab
khud bhi jana nahi ke tujhse kahe
be-tarah haal-e-dil hai aur tujhse
dostana nahi ke tujhse kahe
ek tu hard-e-ashna tha magar
ab zamana nahi ke tujhse kahe
qasida hum faqir logo ka 
ek thikana nhi ke tujhse kahe
aye khuda dard-e-dil hai bakhshish-e-dost
aab-o-dono nahi ke tujhse kahe 
ab tho apna bhi us gali me janab
aana jana nahi ke tujhse kahe

3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

Aaj kal ki auratein kayi kilo (k.g) ka  makeup tho utha legi lekin
phool jaisa dhupatta uthane inhe bojh lagta hai
husn chahe jitna hi kyu na ho
izzat dhupatta hi rakhta hai

3d31b937995af75e3b01323ed2d957f8

خیبر خان

Wo ishq ke libas mein aayenge 
Tumse ishq ka janaza uthane kyu sahi hai na

kyu sahi hai na

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile