Nojoto: Largest Storytelling Platform
jahan7477767482918
  • 37Stories
  • 43Followers
  • 331Love
    1.3KViews

JaHan

The secret writer

  • Popular
  • Latest
  • Video
56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Khuli aankhon se khwab beshuba dekhti hun,
Dil ke jharokhe se buland makam dekhti hun...
Milqiyat hai meri ye khwabon ka jahan mera, 
Gulposh nazar se dilkash nazare behisaab dekhti hun...

©JaHan #khwabgaah...
56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Badal jaate hain mayne poori baat ke,
 mehez ek lafz ke pher se...

Samajh aati hai haqiqat zindagi ki,
 aksar der se...

©JaHan #Lafz ke pher

#Lafz ke pher

56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Mushk ye usi raah ki,
Talaash jis nigah ki...
Fiza ye jo bahaar ki,
Mausiqi ke jaam si...

©JaHan #raah
56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Khwab dekha tha jo raat,
 Bohat preshan kar raha hai... 
Haqiqat ki mushk thi usme,
Koi to boht yaad kar raha hai...

©JaHan #khwab
56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Khwab dekha tha jo raat, 
bohat preshan kar raha hai... 
Haqiqat ki mushk thi usme,
Koi to bohat yaad kar raha hai...

©JaHan 
  #khwab
56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

I don't need a paper to write,
my thoughts are enough 
to spread the fragrance of my vibe...

©JaHan #vibe
56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Aazmaish ka wo daur tha,
Mere undar behad shor tha...
Faqat sakoon ki talab rahi,
Wo kaifiyat bhi ajab rahi...
Girne se yun to sambhal gayi,
Meri hasti poori bikhar gayi...

©JaHan Aazmaish

Aazmaish #Shayari

56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Your uniqueness  is enough
 to remind you  
you are known for, 
what
 you are born for.

©JaHan 
  # Uniqueness

# Uniqueness #Quotes

56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Lafzon mein agar ehsas-e-ehtraam zra sa ho,
Zakhmi kisi ka dil itni bedardi se na ho...
Kaash ke har insaan bss itna ameer ho,
Kirdar mehke wafa se,
Lehje mein behad narmi ho...

©JaHan #Ehsaas
56a08fd756f3e5157fb28c3a3228790f

JaHan

Aye shaam tu aaj dhehar ke jaa, Kuch to hone ko hai...
Na kar mujhe iss raat ke hawale, andhere se boht khauf hai mujhe...
Chand saansain baaki hai is safar mein,  jisam se jaan juda hone ko hai...
Kuch aankhain num aur waqt berham aaj yahan hone ko hain....
Faisla ye lambe faasle ka hai...gum-e-furqat ki aamad  hone ko hai...
Aye shaam tu aaj dhehar ke jaa kuch to aaj hone ko hai...

©JaHan #kuch hone ko hai

#Kuch hone ko hai

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile