Nojoto: Largest Storytelling Platform
shadaabali9356
  • 4Stories
  • 12Followers
  • 112Love
    144Views

Shadaab Ali

hawa chaleygi to sabko lagegygi... dushmani rait ki likhawat ki tarah karo hawa chaley aur mit jaye...

  • Popular
  • Latest
  • Video
5c49af59c4c35824c5d4fa384490af28

Shadaab Ali

White Bachpan cheen leti hai
Zimmedariya ghar ki. 

Warna kaun khel kud ki umar mei
Kaam karta hai

©Shadaab Ali sahi hai na dosto

sahi hai na dosto #Quotes

5c49af59c4c35824c5d4fa384490af28

Shadaab Ali

White Khatam kardo saari purani baatein 
Chalo phir se shuru karte hai. 

 Tu dil rakh mai jazbaat rakhta hu
Chal phir se mohabbat karte hai..

©Shadaab Ali #Sad_Status.. udaasi ke baad ki line wo bhi khud ki. kabhi kuch achha likhne ke baad lagta hai. hum bhi shayar ho gaye kya🤣

#Sad_Status.. udaasi ke baad ki line wo bhi khud ki. kabhi kuch achha likhne ke baad lagta hai. hum bhi shayar ho gaye kya🤣

5c49af59c4c35824c5d4fa384490af28

Shadaab Ali

White Sadka utaro uska koi
Bahar jaa kar aayi hai . 

Kin kin nazro ne dekha hoga 

Na jaane
Kis kis ne nazre lagayi hai.

©Shadaab Ali original version

original version #Shayari

5c49af59c4c35824c5d4fa384490af28

Shadaab Ali

White  chand ke piche ek nayi duniya banaunga.

mai bhi tere liye ek chota sa 
ghar banaunga. 

andhero ka silsila na hoga us 
sehar mei. 

mai jugnu ke bich ek naya
taj mehal banauga

mere sehar mei kabhi na hogi 
judai ki baatei

mai apne sehar ka wajir 
heer aur ranjhe ko banauga

©Shadaab Ali #Thinking dil ki baat ungliyo ke sahare

#Thinking dil ki baat ungliyo ke sahare

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile