Nojoto: Largest Storytelling Platform
abhiyakshthakur5731
  • 13Stories
  • 6Followers
  • 114Love
    10.5KViews

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

Aankhein karti hai bayaa Dard is deewane ka❤️

  • Popular
  • Latest
  • Video
6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

#lovesideeffect  #devilabhiyakshdevil #reality
6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

#devilabhiyakshdevil #life #khamoshi
6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

AJAB ISHQ KI GAJAB KAHANI
JO SUNAU APNI JUBAANI

DOOBTA ASHIQ BEHTA PAANI
AAG KA DARIYA HAWA TOOFANI

UTHTA LAVA
BADTA SHOR

CHALTE CHALTE AYA ISH AUR

RIM JHIM BARISH
CHAND CHAKOR

PYAAR MAI DOOBA NACHA MOR  

TIK TIK TIK TIK CAHLTI GHADI 

ZINDAGI RUKI NA AAGE BADI 

HAUSLA BHI AB TOOT
SATH THA JO AB CHHOOTH GYA

YAKEEN NA AB KUDHPAR RHA
KHUDA BHI MERA ROOTH GAYA.

©ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ
  #KhoyaMan #devilabhiyakshdevil #Life_Experiences
6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

Kehte hai sachi Mohabbat kitaabo mai hoti hai Par wo kitaaben bhi toh Kisi ki haathon mai hoti hai dooriyan badi toh Kya hua jaani
Ushne aj bhi sapno mai mulakaten hoti hai

©ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ
  #titliyan #love #devilabhiyakshdevil #sadgi
6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ


Mai pani jaisa shant nahin 
Jalta hua chiraag hu
Mai sunne wala geet nahi 
Ranbhumi ka raag hu
Mita Sako ya kaat sako
Na aisa koi baag hu
Mujhe sayamta ki murti na smjho
Mai jalte lava ki abhiyaksh aag hu

©ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ
  #titliyan #Anger #devilabhiyakhsdevil #Attitude
6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

Bante bante bigad gayi hai,
Bigdi ko kaun sudharega.
Jo sath hote the kabhi,
Kaun kishe pukarega.

Dooriya lamhe yaado ki,
Bas yuhi badti jaengi.
Un vaado ko un rishton ko,
Ab kaun he smhalega.

Jo beet gaya so beet gya,
Ye sochke wo anjaan huye.
Jab lamhe beete saalo mai,
Fir dhundne ko preshan huye.

Rista hota rait sa,
Kaun ihne batlaega.
Bante bante bigad gayi,
Ab kaun ishe sudharega.

©ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ
  #bantebantebigadgayi #Khyaal #devilabhiyakshdevil #Soch
6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

Hazaro baaton se achi meri khamoshi hai yaaro..
Na jane kish baat ka kya matlab nikalenge wo..
Kuch kahu toh bura hu mai..
Na kahu toh gunahagar bhi
Khamoshi he behtar lagti hai 
Jab na smjhe hume bafadar wo.

©ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ
  #Colors love#sad#devilabhiyaksdevil#

#Colors lovesaddevilabhiyaksdevil#

6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

Tarazoo pe tol mere ishq ko
Ye duniya tujhe kya btaegi
Meri maut khabar sunke bhi shyd tu nahi ayegi..
Chal di tujhe khusiya mere baad bhi 
Hoga abaad Tera jahaan aj bhi
Bs itna bata ae mohbbat tujhe kya kabhi meri yaad ayegi

©ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ
  #City love#yaadien

#City loveyaadien

6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ


Jamana sikhata hai
ishq rulata hai
Har baat ka ehsaas
Ye waqt he toh krata hai

©ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ
  #Relization #devilabhiyakshdevil #Sad💔
6340e0c15b06fb9f0b1d2eb99cbecf5d

ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ

Risto ka sabak
Mohabbat hua khwaab
Jab dil he toot jaye toh
Tehjeeb ka kya karoge aap

©ɖɛ۷ıƖ ąცɧı ყąƙʂɧ ɖɛ۷ıƖ
  #Relization #devilabhiyakshdevil #sad
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile