Nojoto: Largest Storytelling Platform
monabagwaiya3006
  • 110Stories
  • 25Followers
  • 1.2KLove
    7.5KViews

ishita

ishita bagwaiya

  • Popular
  • Latest
  • Video
73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

White aaj meri kishmat mujhse kuch hi kadam door thi  ,door tha do palo ka fashla aur dikhai deti thi kareeb hoti manzeel aur ish manzil mein sirf teri rahate.l u k

©ishita #sad_shayari
73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

unki wo kashish aur pyaari si mushkaan aaj bhi hume unki aur deewana kar jaati hai itne dilkash wo aur dilkash shaam.

©ishita
73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

yu khamosh alfazo se khamoshi ko bujhaya nahi jata yu bina kuch bole alfazo ko baya nahi kiya jata yu subah ke saware mein shaym ki sirkat nahi li jati yu goom hu tumahre pyaar mein ish kadar ki tumahre bina ab nahi rah jata.

©ishita
  #arabianhorse
73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

#gone
73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

aaj phir panchi bankar udne ki tamanna hai ,aaj phir jee bharkar ish aasmaan ka hone ki tamanna hai,tamanna hai ish nayab duniya mein apne pankh phellkar ish aasmaa ko aaj khud ke  naam hone ki tamanna hai aaj tum jee bharkar udo saude mein  udne ke liye aaj tu par bhile aaj in paro ko tere naam karne ki tamanna hai.

©ishita
  #swiftbird
73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

ush bheed mein woh akela rahagir aaj apni manzil paane ke liye betaab hai par uska huosla afzahei karne wala waha koi nahi,har raha par ushe todne wale log ,par jaanta tha woh ek din apni manzil par jaroor pahuchuga chahe kitni azmaale kismat mujhe,mujhe banane swarne,aur samjhane wala koi nahi aaj mere huslo ke kandhe jhuke hue the par aaj khud se wada hai mera ki in huslo ki udaan hamesha zinda rakhuga mein.

©ishita
73420522701e3bef0afe9bba0419fd01

ishita

ush rote hue ashqo se woh aaj bhi muskarane ka hunar rakhta hai ye toh hum hai jo un aankho aur ashqko se rubru hai nahi toh kambhakhat kiski itni mazaal jo humare priy ke aankho mein aashu de .

©ishita
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile