Nojoto: Largest Storytelling Platform
nadiyaparveen1835
  • 26Stories
  • 78Followers
  • 227Love
    3.1KViews

Nadiya Parveen

iam student i like poetry iam intovert

  • Popular
  • Latest
  • Video
774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

naya saal aagaya sabne bahut sari galtiyan ki hain. 2023 mein bahut se log naraz huye is naye saal par chalo khud se wada kare ab hum galat kamp se dur rahenge apne waqt ka sahi istemal karenge ache ache kaam karenge kisi ka dil nahi dukhayenge naya saal par party nahi karenge hume ye saal mila taki hum phicke saal wali galtiyan gunaah dubara na duharaye isliye naye saal par jyda jyda ibadat kare aur khud acha insaan banaye aap sab ka naya saal acha guzre

©Nadiya Parveen
  #Newyear2024
774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

ek ladki ka jevan woh maa ka dant kar padhana  koi galti karde to marna  woh mera ruth jana tera manana  jab bimar padti to tera khayal rakhna woh tera mere liye khana padosna phir apne hathon se khilana  mere laksya ko paane ke pank banna jab pareshan ho to ek doat ki tarah samjhna woh tera angaan bahut pyara tha shadi huyi to sab badal gaye naye rishte mile nayi zimmedariyan naye rules mile wahan sare kaam karne pdte jo kabhi tu karne nahi deti maa sare sapne khawab toot gaye mere udaan bharne ke pankh bhi toot gaye koi nahi meri fikar karne wala yahan koi mujhe yahan dant kar pyaar nahi karta koi bimar padne par mera khayal koi nahi rakhta woh tera angaan bahut yaad aata hain maa ladki ka jevan bhu ajeeb hota jis maa bap ke sath 24 saal guzare hote hain unhein chodkar dusre ghar jana hota use prayi bana diya jata hain

©Nadiya Parveen
  #ladkiyon_ki_life
774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

#be strong

#Be strong

774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

gham ke saye mein doobe huye hain paas hain apne phir dil udaas ho raha hai hain toh kehne ko apne bahut par hain na aisa koi jise apni dil ka dard taklif bata saku gale lag kar ro saku har koi judge karne laga ab to ache dost hone ke baad mei akela mahusus karti apne aap ko pehchan nahi paa rahi hu kya hun main kyu. hun main jane kya manzil hai. meri bas jee rahi hun main bina manzil jane

©Nadiya Parveen
  # prayi duniya

# prayi duniya #Shayari

774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

har shaam tera  chehra aankhon ke saamne aajata tera woh muskarna woh khilkhilakar hasna teri aankhon ki woh sharaarat masti naraz ho jane par tera woh cute sa chehra bana lena tera woh sabse mohabbat ae baat karna jisse bhi pyaar  ho apna ho uska ka khyal rakhna uska hamesha sath dena chote se gift ko paakar bhi baccho ki tarah ki tarah uchal uchal kar khush hona teri yeh adaayien dil ko bhaa gayi thi meri teri har baat achi lagne lagi waqt kw sath meri mohabbat tere liye badhti gayi lekin achanak humara alag hona jane kya manzur humari kismat ko sayad kismat mein na tha tu mere

©Nadiya Parveen
  #Shaam
774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

dosti  ek kubsurat rishta tera woh mujhe satana  jhagkar mera ruth jana tera woh mujhe hasakr manana mera badi behan ki tarah khayal rakhna mera galat raste par jane par tera woh mujhe dant kar sahi raah dikhana tera woh mujh par haw jatana teacher ka mujhe nikalne par tera woh badamashi karke mere sath khade ho jana class ke baccho ke sath shaitani karke woh khilkhilakar hasna  school ke akhiri din tera mera woh udaas hona phir humare raste badlna tera mera milna band ho jana  woh humari dosti ke pal bahut yaad aati teri woh dosti tera woh sath

©Nadiya Parveen
  #Friendship
774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

christmas yeh yahudiyon ka festival mana jata woh jesus ko apan god mante hain jo ke hum muslim ke paigmabar hain woh yeh festival yeh mankar manate hain  hazrat isa allah ke bete hain jo ki jhut hain muslim ko kabhi merry nahi lagakar chirstmas nahi bolna chahiye christmas festival ke din muslim ko khush hokar christmas cake aur christmas  mein jo sab yahudi isayi karte hain woh nahi karna chahiye its not a festival isayi sirf humare dharam ki ek tarah se bezzati kar rahe hain bina khuch jane

©Nadiya Parveen
  #christmascelebration
774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

jo kahe tujhse woh pyaar karta hain tumhein woh tumse pyaar karta raha par shadi ke baad woh tumse ache batien karta hain tumhari care respect support karta kuch waqt baad woh tumse choti choti baton par ladta hain tumse thik baat nahi karta use tumhare sath rehna acha nahi lag raha use koi dusri aurat achi lag rahi hain to woh tumse pyaar nahi karta woh tumhari kubsurti par marta tha ye tunhari koi khatarnak bimari ki wajah se  jo saccha yaar karta hain woh kabhi sath nahi chodta jevan bahr sath deta hain tumhara chahe kaisa bhi waqt aaye chahe tum kitni buri dikhne lago chahe tum bimar hi kyun na ho saccha pyaar bahut kismat walo ko naseeb hota hain jisko milti hain use uski kadar nahi hoti kayi baar aisa hota

©Nadiya Parveen #true love

#true love

774a38ae41427dcebc11ed28feadeaa3

Nadiya Parveen

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile