Nojoto: Largest Storytelling Platform
ayazqadir8678
  • 31Stories
  • 25Followers
  • 269Love
    0Views

Ayaz Qadir

zindagi.... ab bs bahut ho gya..or bhi log hai duniya me mere siwa..

  • Popular
  • Latest
  • Video
77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

Inka aashiyan tod kr Itna khus na ho ae zalim 

Iski banai hui jgh aaj bhi logo ke dilo me zinda h


Bhale hi krdiya tune inke chote se basere ko nabood

Pr kaise mitaoge logo ke dilo se inka 
                                      vajood                                    

-Ayaz Qadir

8 Love

77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

dhu dhu kr jalti hui maszide 
fir bhi muqurate hue jai shri ram kehte hue log

kaha kho gyi hamare desh ki ekta 
kaha kho gyi hamare desh ki insaniyat

bachpn me to hamne pada tha
"hindu Muslim sikh isai aaps me h bhai bhai"

kha kho gya wo bhaichara
dharm ke aad me apno ko hi maara

wo bikhri hue lashe
wo jalte hue ghr
wo goliyo ka dar

kya aisa hi tha hamara desh

8 Love

77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

Mai khamakha bharose ki eit se rishte ki deewar bana rha tha

Log aate gye or deewar todte gye

-Ayaz Qadir

11 Love

77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

Mahina tha thand ka jb shuru hui hamari dastan

Baitha tha kone me or nhi tha koi kaam

Zindagi thi gumsum or thi boring si sham

Rehta tha akela na the koi arman

Dhundta tha bhut pr nhi tha khushiyo ka naam

Tbhi aaya ek msg jisse aai hlki se muskan

Yhi se bni mere zindagi me mohabbat ki dastan

-Ayaz Qadir

11 Love

77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

badrang si zindagi ko rangeen bna diya

dil ke andhere me mohabbat ka deep jala diya

jitna shukriya kru kam h us khuda se

jeete ji hi mujhe jannat ka ehsas dila diya


-Ayaz Qadir

11 Love

77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

insta|@alfaz_zindagi_ke_


Mohabbat ki baat krte ho tum

Mohabbat to un jawano ne apne is mulq se ki thi
haste haste khud ko qurban kr diya. 🇮🇳❤

#BlackDayPulwamaAttack

-Ayaz Qadir
77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

Aaj subh jb akhbar padha to usme khbar thi
 ki 19 saal ki ladki parikhsha me fail hone pr sucide kr liya
is vakya pe mai ek line pesh krta hu

"logo ki zindagi imtihan leti h
logo ki zindagi imtihan leti h
pr yha to imtihan ne zindagi le li"

10 Love

77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

kya khoya
kuch bhi nhi

kuch anjan the jo anjan bn gye phir

kya khoya
kuch bhi nhi

ek musqurahat thi jo adhuri si ho gyi h

kya khoya
kuch bhi nhi

sanse thi jo tham si gyi h

kya khoya 
kuch bhi nhi

ankhe thi nam si ho gyu h

kya khoya 
kuch bhi nhi

8 Love

77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

karte the khud pr 
'naaz'
nhi tha zindagi me koi 
'kash'
tamnna thi sir pr rakhne ki 
'taaz'
milte gye khub sare 
'dhokebaaj'
hota gya zindagi ka
 'satyanash'
-Ayaz Qadir

7 Love

77e5dfb101b520ae2a3672d75ed7c189

Ayaz Qadir

khud ko sanwarne ke liye bhut  rayte bikhere
or
apne bikhre hue rayte ko samette samtte 

zindagi ko hi bikher liya
-Ayaz Qadir

10 Love

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile