Nojoto: Largest Storytelling Platform
oscarpalanna2062
  • 100Stories
  • 155Followers
  • 432Love
    0Views

oscar palanna

  • Popular
  • Latest
  • Video
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Haat ki laakero mein tumhari laaker ko banathe hai
khwabo ko tumhare kayalo se sajathe hai
Aarzo dil mein chupaye bhaite hai baarso se.
Khudha hi jaane phir tumse kyun nazre churathe hain..
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Suhana mausam aur hawa mein nami hogi
Aansoo ki nadi bas thami hogi
Milna tho hum tabi chahenge aapse
Jab Aapke paas waqt aur humare paas saanso ki kami hongi
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Humko Satane ki zaarorat kya thi
Dil mera jalane ki zaarorat kya thi
Ishq nahi tha mujse tho kai diya hota
Mayak Banane ki zaarorat kya thi..

8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Humko Satane ki zaarorat kya thi
Dil mera jalane ki zaarorat kya thi
Ishq nahi tha mujse tho kai diya hota
Mayak Banane ki zaarorat kya thi..
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Aachi nishani baaz ho tum
Thik nishane pe tune teer mara
Duniya se har baazi jeet ne wala
Aaj tumse ye dil hara...
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Tanhayi mein yeh dil rota hai
Har pal tumse ansu chupata hai
Dur na jao please ruk jao
Dil ki dhakan tera intezar kartha hai..
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Ankhein mere hain par ansoo uske hai
Ankhein mere hain par ansoo uske hai
Jane kyun roh raha hai mere dil jaise ki woh mujhe kuch keh rahi hai..
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Khudha ne hum dono ki taqdeer mein dooriyan rakha hai tho hum kya kare
Khudha ne hum dono ki taqdeer mein dooriyan rakha hai tho hum kya kare
Pyar tho hum tumse abhi utna hi karte hai jo pehle karthe the
Ab tum bataon hum is dil ka kya kare
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Na jane mai tumhe kyon itna chatha  hoon
Har pal tumhe bas tumhe yaad kartha hoon
Jab itna pyar hai tumse tho saath kyun nahi
Yeh saawal harpal apne aap se kartha hoon?
8447a5be065d54ac1e2ca410f9aaab48

oscar palanna

Woh jab Muskurati hai tab mein Khush ho jata hoon
Uss ki khushi mein apni khushi mein pata hoon
Ae khudha usse hamesha khush Rakna
Ye dua mein apne dil ke gehrayi yo se mang tha hoon..
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile