ajaybachan2633
  • 19Stories
  • 11Followers
  • 428Love
    3.0KViews

Ajay _bachan

  • Popular
  • Latest
  • Video
8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

....................

©Ajay _bachan
8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

............ ................

©Ajay _bachan
8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

White Ek shakhs taklifon se bhara 

jab thak har kar Apne Ghar Gaya

 leke vah sukun ki nind Apne bistar per pasar Gaya 

agale din khabar i

 vah shakhs bahut achcha tha ek Raat Aisa soya  agale din he 

Mar Gaya.

©Ajay _bachan #sad_quotes own words

#sad_quotes own words

8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

Jo tumhara Hai Tum usi mein khush raho

 log behtar ki talash mein Aksar tanha rah jaate Hain









.

©Ajay _bachan #Exploration
8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

tujhe apana likhoon ya tujhe apana toota sapana likhoon. ✍️

tujhe aabaad likhoon ya khud ko barbaad likhoon. ✍️

tujhe likhane  baithoo to pooree ek kitaab likhoon. ✍️

aur na poochha karo mujhe usake baare mein 
 
 ussai kiya tha mainne ek savaal

 agar likhane baithoo to usake andaaj mein usaka diya har ek javaab likhoon✍️

©Ajay _bachan Own words

Own words #Shayari

8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

Kisi vajah se agar baat tumhare Samman, per ya tumhari Jaan per a jaaye to samne wala Kitna bhi bada himayati kyon Na Ho maar do,  Jaan se maar do kyuki Bina aatm Samman ke Tum bhi mare hi rahoge

©Ajay _bachan #Anger
8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

White Main har bar khud Ko galat use Sahi batata Gaya koi puche to har bar mein khud ki galti batata Gaya use koi fark hi nahin padta tha mere hone na hone se jisse main Bhari mahfil mein apna Humsafar batata  Gaya..😞








            ✍️write by....Ajay
                                         Bachan

©Ajay _bachan
  #sad_shayari
8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

White A maut jaldi aaja Main apni zindagi ka Gala ghot kar main logon ki nazron mein  kayar nahin banna chahta...😔

©Ajay _bachan
  #Sad_shayri
8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

White Ek shakhs tha meri jindagi mein jise Main khone se darta tha

 uske liye Main khud hi khud se ladta tha 

woh kisi aur ka ho Na jaaye is baat se main darta tha
 per woh shakhs kisi aur per Marta tha

 ek shakhs tha meri zindagi.....

©Ajay _bachan
  #Night
8d97c0b0e2b166d9a4802a0e3c9d5f50

Ajay _bachan

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile