Nojoto: Largest Storytelling Platform
sumanbaisa9731
  • 12Stories
  • 106Followers
  • 97Love
    0Views

suman baisa

baisa hkm🙏🙏🙏

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

ap zindagi me kuch bhi ho..
pr jab tak ek ache insaan nhi
tab tak kuch bhi nhi ho...

©suman baisa ##acha insaan

#womensday2021
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

izzat nazro me or vyavhar baato me hota hai..
tabhi to....
khamiya dhunadh ne wale se behatar
khoobiyaan dhundne wala hota hai..

©suman baisa #khamiyaan 
#khubiyaan
#solotraveller
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

shok rakhte ho agar kmaane ka
to izzat kmavo...
paise to har koi kma leta hai
or
khvaahish hai agar zindagi jeene ki
to apne maa baap ke hisab se jio
apne hisab se to har koi 
jee leta hai...

©suman baisa life

#CloudyNight
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

Happy New Year  mana dar hai girne ka to kya chalna hi chhod du...
kahte hai sab ki sapna bada mt dekh
unse bss yahi kahna tha ki

unchayi ke dar se kya sir uthana hi chhod du.....

©suman baisa #HappyNewYear2021
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

diya bhi kya. khub sikha gya 
jo insaan aj tak nhi kr paya
apne khusi main to sab haste hai...
mgr diye ne to dusro ki Khushi
ke liye jalna sikhya hai

©suman baisa #Diwall
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

sad sab hote hai
 dard sabko hota hai
ha vo baat alag hai jab
khud pe gujrti hai bs ashasas
tab hota hai😕😕

©suman baisa #Aashaas
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

khawashi to mere thi
pr gujarise usse thi
phir sikyat us khuda se kyu
mtlb to mera tha

©suman baisa #Darknight
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

chalo ek din us khuda ke 

naam kiya jaye

sab kuch bhul kar uska  

sukriyaada kiya jaye🙏🙏

©suman baisa #khuda#@@

#WatchingSunset
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

nakab thi zindagi tab khaab thi zindagi

ab benekab si hai zindagi tab

bebuneyad si hai.. zindagi 🙁🙁

©suman baisa #zindagi

#Stars&Me
91007b2ffa2b6bdb429d63d884f3d3a2

suman baisa

kismat to unki hoti hai jnab
jinke hosle bulnd hote hai
varna yu to har koi kahta hai
yrr mere kismat achi nahi thi

©suman baisa #LostTracks## kismat@

LostTracks## kismat@

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile