Nojoto: Largest Storytelling Platform
sarvpriyagurjar0160
  • 11Stories
  • 29Followers
  • 46Love
    0Views

SARVPRIYA GURJAR

  • Popular
  • Latest
  • Video
a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

ek samay tha jb rom rom me Ram tha ,sabke mann me daya dharam thi tha apas ME pyar... na rom rhe, na Ram rahe ,na dharam ,na daya na pyar... chehre pr jhoothi muskan dikhae rkhta mnn Main bair..... swarath ke liye hai bhai bandhu.. swarth sidhdh hua to samjho kon kisi ki pehchaan... 😁ab yahi hai jeevan ka satya isi ko rakhna yaad galti se bhi bhool gaye to pchhtaoge har baar... aaj ka insaan...

aaj ka insaan...

4 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

hai yaha ese bhi log jinka kaam OR logo ki jindagi ke har waqt pr dakhal dena hai, shayad bhool jate hai wo log ke unka bhi aashiyan hai jisme unke palte waqt pr chingari lga sakte hai unki HI tarah ke log.... dakhalandazi....

dakhalandazi....

5 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

paisa ek samay par khatam ho jata hai, ghamand insaan ko mita jata hai bas khatam nahi hoti hai to wo hai khushiya jo durso ko baatne se jindagi me khushiya badhata hai.. khud muskurae... oron ko b muskuraahat de...

khud muskurae... oron ko b muskuraahat de...

5 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

kyu nikalte rehte ho kamiya kisi insaan me, tujhko shayad khabar nahi ke teri sabse badhi kami hi ye' Pehli Kami ' hai.. kisi ki khamiyaaa ...

kisi ki khamiyaaa ...

5 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

jisko dekho ro rokar suna raha hai apni vayatha... agar tujhme koi khashiyat hai to kaanto ME phoolo ki tarha muskurana seekh le... berang to hai sabki zindagi bas usme khud se  rang bharna seekhle... .. muskaan....

muskaan....

4 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

dil ne fir socha uthakr kalam dil ki baat kaagaj par likh du aaj ... fir yaad aaya dil to ab sirf naam ke hai ab yaha .. seene ME kuchh ke pathhar or waqi jo hai wo kahi unke dil tute na ho inhi pathhardil se yaha.... dil...

dil...

3 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

zindagi hai ek esi dagar, jaha dagmagaya to kho jaega, yaha raaste batane wale to kai hai magar jo manjil tak saath DE esa koi nahi paega... paar kar gaya to muskilo ka daaman Khud wa khud dur hojaega... tu ek baar chal kar dekh to sahi... s. p. g raastey....

raastey....

3 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

jab kabhi ek shant se mahaul ME, khojti hu apne purane pal me, doob jaati hu aksar waha tha jaha khushiyon se bhara bachpan mera, na koi parwaah, na thi koi kisi se narazgi.. thi wo masoomiyat bhara bachpan.. hai abhi bhi masoomiyat mujhme bs farq itna hai k usko bachpan ka ek hissa mankr hnste the log.. or abki masoomiyat ka  pagal ka naam Dekr hanste log s. p. g

s. p. g

5 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

Ek pari jo ghr ME aai thi kisi ki laadli, kheli, hansi, pdhi gai wo akhir ME apne sasure, tha naya parivartan uske jeevan ME thi nai nai khushi fir ek aaya samay, usko bhi eashwar ne diya beti ki maa banne ka saubhagya usi, uske aane se uski maa ko mili behad khushi, ye kya suna achanak aai jor ki kaan ek shwar... hey prabhu kyu tu ne janmi akhir mere hi ghr ME ise... ye soch ko sunkr hui bedna US maa ko yu poochhti hai khud se HI kya dosh hai beti ka dusro ki beti ke aane se manate q khushiya sabhi khud ke ghr ME janm le to q afsos krte hai ye... kehne ko khud thi kisi ki beti khud aaj kuchh rishto ME parivartan hogya to apna pehla ashtitwa ko bhula diya... kash ye soch badle har kisi ki to har ghr ME khele betiya... jeene ka haq b hai unko ye soch laaye sabhi.. gar ye mann pran krliya to jeevit rahegi betiyaa... s. p. g

s. p. g

5 Love

a011b8b5047d1f8f6edf587ca3b5d3cc

SARVPRIYA GURJAR

ek subah jb khud ko aaine ME dekha... usme tha mera hi chehra par muskan kahi khoi hui thi.. ye zindagi bhi us kitaab ki tarah hai jisme shabd to hai magar uske maayne chhupe hue hai.. jinko siddat se pdho to dil me utarkr apna asar chhod DE or chand panne palatkr Band kr diya to mehez  alfaaz hi reh jaate hai.. jb bhi chehre pr muskaan ne aane ki koshish ki to khushi ko pata nhi kis baat ka bura maan gai s. p. g

s. p. g

3 Love

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile