Kya khoob likha likhane wale ne, mere dil per Tera Naam likha, ashkon ke bahte dariya mein tere Naam se sailab likha, ab kya gunah Tera main batlaaun ya gunehgar tujhko thaharun, kya khoob likha tufan, meri kismat mein gam ka jaam likha, ek arsa beet Gaya mujhe likhate hue Magar Maine khud ki kismat mein Kanha mukam likha, kya dariya likh dun tujhko main ya dariya tere Naam likhun, kismat likh dun tujhko apni ya mhez ittefaq likhun, kya khoob likha likhane wale ne, mere Dil per Tera Naam likha, #SAD#Shayari#smartwriter#realmrmanoj