Nojoto: Largest Storytelling Platform
jahnabidas3136
  • 37Stories
  • 2Followers
  • 400Love
    160Views

Jahnabi Das

  • Popular
  • Latest
  • Video
a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

#Self-portrait#

Suraj ki ek kiran ke sang,
Ekdin uski nayi subha jhalak uthi,
Fir kadam se kadam mila kar,
Woh aapni bachpaan betane lagi!

Dekhte hi dekhte hawayein sang,
Waqt bhi tez chalne lagi,
Aur palak jhapakte hi uski umrr,
Ek dasak par kar geyi!

Fir monsoon ki barishon ke sang,
Woh college ki safar mein chaal pari,
Par neyaa sa woh safar, 
Dheere yaadein baanne lagi!

Aur badalte calender ke sang,
Aab woh doo dasak par kar geyi!

©Jahnabi  Das
a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

##thodi manmani kar leti hoon!!!!##

Waqt toh yuhi thamenge nehi,
Maan ko hi thori der thama leti hoon..
Kuch unchahe lamhon ko mitaa kar,
Aatche paal koo der tak jee leti hoon..

Ek sa maahol toh yuhi theherenge nehi,
Apni muskurahat ko hi sambhal leti hoon..
Gaam ko thodi der bhula kar,
Khushi ki maahol yaad kar leti hoon..!!!

Hawaaye bhi yuhi rukhenge nehi,
Aapni zulfon ko hi sambhal leti hoon..
Kuch uljhaan bhare panno ko shuljha kar,
Aapni lafzoo ko hi bunn leti hoon...!!
Thodi manmani kar leti hoon..!!!

©Jahnabi  Das

a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

#❤️#

Tumhi se hein mohabbat,
Tumpar meri ibbadat, 
Meri dil ki har dastan,
Tumse hi hote hein mukammal..

Tumhi se hein sikayaat,
Tumhi hoo meri muskurahat,
Meri dil ki har kadam,
Tum par hi deti hein dastak..

Tumhi se meri baaton ki shuruaat,
Tumpar hi hein aaitbar, 
Meri har paal ki sathi,
Tumhi hoo meri mohabbat..

©Jahnabi  Das
a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

Har safar napnaa nehi hein muskil,
Yakeen nehi toh kabhi raah par milne aanaa,
Gaari se toh sabhi aatein hein,
Tum haat pakad kar kadam mila ke dikhana!!

Yeh ishqbaazi nehi hein muskil,
Yakeen nehi toh kabhi dub kar dekh lenaa,
Haqiqat mein toh sabhi milte hein,
Tum kabhi khuwabo mein aake dikhana!!

©Jahnabi  Das #Iqbal&Sehmat

#iqbal&Sehmat

a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

Har safar napnaa nehi hein muskil,
Yakeen nehi toh kabhi raah par milne aanaa,
Gaari se toh sabhi aatein hein,
Tum haat pakad kar kadam mila ke dikhana!!

Yeh ishqbaazi nehi hein muskil,
Yakeen nehi toh kabhi dub kar dekh lenaa,
Haqiqat mein toh sabhi milte hein,
Tum kabhi khuwabo mein aake dikhana!!

©Jahnabi  Das #Iqbal&Sehmat

#iqbal&Sehmat

a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

Ek paal thaa jab khuwaab rashaya,
And finally merit list aane par
GCCIAN kehlayaa!!

Jahaa ek oor aajnabi dil churne laga,
Wahi attendence ke liye sincerity bhi,
Tel lene geyaa😂
Morning lectures ko kabhi bhi,
 Seriously nehi liyaa;
Wahi Stairs charte huye,
Najane kitini burayi kar diyaa!! 
Pani puri wale uncle ki bhi,
Bohot Income karwayaa;
Aur woh Lcb, thupkaa toh jaise,
College ka hi hissa thaa!! 

Kahi yaadon se bhara yeh safar,
Aab khatam hone ki mod par aah geyaa!
Ek chapter college life ki,
Humne bhi jee liyaa!!😂
Par Haan!! 
Khudaa ne chaha toh,
Miltee hein bohot jald dubaraaa!!❤️
Adieu GCC!!

©Jahnabi  Das
a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

Adieu GCC!!

Ek paal thaa jab khuwaab rashaya,
And finally merit list aane par
GCCIAN kehlayaa!!

Jahaa ek oor aajnabi dil churne laga,
Wahi attendence ke liye sincerity bhi,
Tel lene geyaa😂
Morning lectures ko kabhi bhi,
 Seriously nehi liyaa;
Wahi Stairs charte huye,
Najane kitini burayi kar diyaa!! 

Pani puri wale uncle ki bhi,
Bohot Income karwayaa;
Aur woh Lcb, thupkaa toh jaise,
College ka hi hissa thaa!! 

Kahi yaadon se bhara yeh safar,
Aab khatam hone ki mod par aah geyaa!
Ek chapter college life ki,
Humne bhi jee liyaa!!😂

Par Haan!! 
Khudaa ne chaha toh,
Miltee hein bohot jald dubaraaa!!❤️
Adieu GCC!!

©Jahnabi  Das
a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

flower sms shayari quotes #Prem kiya hein!!#

Haseel karne se jyada jinhe, khone ka daar hein!
Dono Nigahoon mein jinhe, basa kar rakha hein!
Hakikat se jyada jinhe, kheyaalo mein dekhte hein!
Woh prem nehi toh Kiya hai?

Dimag se jyada jinhe, dil mein kabja karna hein!
Aapne aahato ke sath jinhe, muskurahat lana hein!
Yehi prem nehi toh kiya hai?

Muskurahat se jyada jinki, aansoon ki fikar hein!
Jinke sath yeh zindagi bitaane ka khuwaab hein!
Khudse bhi jyaba jaab unki hi fikar hein!
Akhir yehi prem nehi toh kiya hein?

©Jahnabi  Das
a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

#Ek safar ki kahani meri jubani#

Dheroon khuwaab bund kar,
Khushiyon ki door tham kar,
Chal pari thi meri sawari,
Bahoon mein armano ki doli samet kar!!

Rastoo ki muskilu ko naap kar,
Raat ki aandhero ko paar kar,
Din ki ujjaalon ke sang chal kar,
Kahi paal gujar kar,
Akhir taakrayi thi meri aankhein,
Ek Khubsurati mein dubi seher ki dibaaro par;
Laga tha jaise,
Khuda ne sazaya hein yeh,
Kafi waqt aur mehnat laga kar!!

Dheere safar ki muskilu ke sang, 
Khubsurati barhne lagi thi jaise,
Jannat aaya, yaa fir khuda ka ghar!!
Waqt chalte huye laga tha jaise,
Khubsurat manjil paane ke liye,
Haar kathinayi hein sweekaar!!

©Jahnabi  Das
a646b5659cd108a637cbec59b3219406

Jahnabi Das

#Meri safar ki dastaan#


Subha ki khilti dhup ke sang,
Thandi hawayein chal rahi thi,
Wahi dourti nazaroon ke sang,
Meri safar bhi aage barh rehi thi!

Dur naadi ki lehroon ke sang,
Pakshiya kadam mila rahi thi,
Wahi wadiyan bhi baadalon ke sang,
Meri safar naap rehi thi!

Aise hi waqt chalte huye,
Meri safar aage barh rahi thi...

Par sab ke sang hoo kar bhi mujhe,
Kahi tumhari kami mehsoos ho rahi thi!!

©Jahnabi  Das
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile