Nojoto: Largest Storytelling Platform
sapana8237723976915
  • 532Stories
  • 1.1KFollowers
  • 7.1KLove
    9.2LacViews

Shailendra Dubey

poetry and short story writer ✍️✍️

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

bure krityon ko anzam tak pahuchane ke liye hume apane saikadon achhayion ko dafaan karne padate hain

©Shailendra Dubey #dafan@##

dafan@##

bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

achhe karmon ka prabhav to dekho,bura karm karne wala hamesha achhe karm karne wale  ki nazron se bach kar hi apane kriton ko karega.

©Shailendra Dubey #achhe karmon ka prabhav@##

achhe karmon ka prabhav@##

bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

bhukh ,aham aur irshya ye tino prani matra ko krur aur hinsak bana dalate hai

©Shailendra Dubey #motive@##

motive@##

bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

parivar sadasyon ka nahi apitu uttar dayitvon ka ek sanghtit swaroop hai.

©Shailendra Dubey #uttardayitva@##

uttardayitva@##

bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

yadi aap ek sanghatit parivar ke hissa hain aur kisi karan bas parvaik karya ko karane main sharirik asmarthta mahshush karte hai to aapka mansik sahyog apekshit ho jata hai.

©Shailendra Dubey #sahyog ki apeksha@##

sahyog ki apeksha@##

bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

akhir galtiyon ko chhupate waqt humare munh se jhooth hi kyo nikalta hai...prinati jhooth ki anwarat punravriti.

©Shailendra Dubey ##aavriti
bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

kisi ke ashwasan ke anukul aap apani karya yojana banate ho ye aapaka us vyakti ke prati poorn vishwash ko pradarshit karta hai.kintu samajhadar  vyakti prayah ashwasan ke pratikul paristhiti ka chintan kar apani taiyari poorn karte hai taaki viparit paristhiti mai bhi wo apane aapko dhaal saken.

©Shailendra Dubey #anukulan
bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

aksar dar aur bhaya se aakrant ho manushya ishwar ki sanidhyata ko prapt hota hai.

©Shailendra Dubey #maanav
bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

yadi aapko salahkar rakhana hi hai, to salahkar ke alawa sah -salahkar athwa mukhya salahkar awashya rakhe.jisase dono ke mantavyon ko sunane ke pashchat aapke swayam ka ek thos nirnay hi prabhavi ho sake

©Shailendra Dubey #salahkar
bfd235636be6ec90bff25be660850ce4

Shailendra Dubey

kabhi-kabhi apane sachche salahkar ka bhi punar mulyankan aawashyak ho jata hai. ho sakta hai humare uspar atyadhik vishwas ka fayeda wo swayam ke hit sadhane ke liye karta ho.

©Shailendra Dubey #salahkar
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile