Nojoto: Largest Storytelling Platform
pankajpankaj1898
  • 47Stories
  • 34Followers
  • 272Love
    2.1KViews

Pankaj Pankaj

  • Popular
  • Latest
  • Video
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

White puri duniya ko 
jo chalata he 
uske hone ka bhi 
pata nahi chalta vo bhagwan he 
100 saal ki okaat nahi 
bhagwan banne ka dava
karte ho 
thik se insaan hj ban jaao 
to kaafi he

©Pankaj Pankaj
  #election_2024
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

White ram shashvat he
kanha se aayenge
karn karn me base he
khana jaayenge
Tulsi ki chopai me
sunai denge
kabir ki baani me nazar 
ram aaynge

©Pankaj Pankaj
  #summer_vacation
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

jo satta me nahi he 
vo. krantikari
satta me aate hi 
vo bhashtachari 
janata kiya kare 
becaari

©Pankaj Pankaj
  #Sunhera
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj












dil ki baat srif khud se karni chahiye
nahi to sub majaak banate hai

©Pankaj Pankaj
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

shri krishna gowind hare murari
he naath narayan 
wasudeva

©Pankaj Pankaj
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

ajaadi 
badi mushkilo se mili he
hajaron shahido ki
kahani likhi he
mat bato mahjab ki ladai me
humari ekta me
 is desh ki taqdeer likhi hai

©Pankaj Pankaj #JallianwalaBagh
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

malkiyat ki soch hi bemaani he
kal vo gaya  fir koi ur jaayga 
kabhi na kabhi hamari bhi 
baari aani he 
kisi ke cheher par muskharat de ke
kisi ke aasu poch ke   
kisi ka sahara bane rehna 
ye hi baatein saath 
jaati he

©Pankaj Pankaj
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

dil ki ur  dimaag ki khushi par
tumhari zindagi tiki hui he
jiski dono ki dosti ho gayi
uski zindagi sukhi he

©Pankaj Pankaj #Rose
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

jub neta janta ko bevkuf
samjhne lagate he ur katputli ki tarha 
chalana chahate ho 
to samjh lena unke patan ke din 
shuru ho gaye he

©Pankaj Pankaj #Hindidiwas
c00331ed867a671cc2593f0ca124acd0

Pankaj Pankaj

neta vohi jo janta 
ki mun ki baat samjhe 
ye nahi 
apni mun ki baat janta par 
thope

©Pankaj Pankaj #Hindidiwas
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile