Nojoto: Largest Storytelling Platform
drabidnadeemnoma7340
  • 12Stories
  • 40Followers
  • 53Love
    0Views

DrAbid Nadeem Nomani

  • Popular
  • Latest
  • Video
e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

apni dua me maang kar usne mujhe khuda se

mujh jese kam naseeb ko sultan bana diya

dr abid nadeem nomani
"'shatir ballyavi""
8923147421 kam naseeb

kam naseeb

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

tum din me jo chahe wo socho wo dekho

par shab me tere khwab faqat mere liye hon

Dr abid nadeem nomani
""shatir ballyavi""
8923147421 khwab

khwab

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

wo mujhko chhor ke masroof hai mere dushmano ke sath

khabar ye de ke har shakhs jala raha hai mujhe

""shatir ballyavi)

8923147421 dushman

dushman

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

manzil ka pata hai na koi rahbar hai hamara 

ye umar guzarti hai guzar jayegi ek din manzil

manzil

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

andheri raat,shab-e- tanhai, khyal-e- yaar

yahi do chaar chezen naseeb hain mera 

shatir ballyavi
8923147421 Andheri raat

Andheri raat

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

abtak wo gali kooche sandal sa mahakte hain

kal shaam guzar tera jis samt hua tha
""shatir ballyavi"'
watsapp:8923147421 sandal

sandal

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

tumhare lab ki sheerini hai badhke shahad se jaana

magar main chaye ka ashiq tumhe bhi chhor sakta hoon

Dr abid nadeem nomani ""shatir ballyavi"" chaaye(tea)

chaaye(tea)

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

barsaat ke mausam me ye shaam ki tanhai

jese koi shola chhoo jaye badan ko

Dr abid nadeem nomani""shatir ballyavi) barsaat

barsaat

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

duniya taras rahi thi ek boond ke liye.

maa yaad aai gaon me sailab aagaya

Dr.abid nadeem nomani""shatir ballyavi) MAA

MAA

e055df49b453653da8fad0f426d02a83

DrAbid Nadeem Nomani

wo ek patli sadak jo unnao se mohaan jati hai

unhi rasto pe hum hasrat ko bhatakta chhor aye hain

by: hasrat mohani Hasrat mohani

Hasrat mohani

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile