Nojoto: Largest Storytelling Platform
nainamathil1416
  • 59Stories
  • 484Followers
  • 1.0KLove
    772Views

naina mathil

  • Popular
  • Latest
  • Video
e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

भीड़ मे गुम अब इंसा ना रहे, 
कि रास्तो पर अब कदमो के निशान ना रहे,
और दोडती हुई सडको पर गाडियां अब नही  दिखती।        
मजबूरी ने हमे कैद कर दिया, 
और पक्षियों को लगता कि 
दुनिया मे शायद लोग नही रहे । मजबूरी

मजबूरी

11 Love

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

Andheron ke gujar jaane ka intjaar karti hun 
ki kb hoga mera desh surkshit,
har subah me eska intjaar karti hun, 
ki khulti nhi meri aankhe v theek se 
or Mai subah uth kar TV chalati hun, 
ki sayad aaj mil jaye koi achi khabar, 
mere desh ke hit ki esi khabron ka Mai 
ek ummid se intjaar karti hun 
jaane kb hme es muskil halat se chutkara milega, 
kb milegi koi achchi khabar or khul kr jeene ko dobara milega,, 
rach degi jo mere desh me ITIHAAS, 
bhar degi jo khushiyon se desh ka kona kona 
Mai badi lagan se us DINAANK ka intjaar karti hun. 
ANDHERON ke gujar jaane ka intjaar karti hun... intjaar khusiyon ka

intjaar khusiyon ka

13 Love

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

Ki gaon ka se nikal Kar sehar me aa gaya 
sehron ke pehnabe par mere gaon ka gamcha cha gaya. 
baato hi baato me jiski hasi uda di jati thi 
aaj bo hi gamcha trend bankar cha gaya #Gamcha

12 Love

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

kyo es tarah Ye Jami miti jaa rahi hai, 
ki kyo es tarah ye Jami miti ja rahi hai 
ki es najuk dour me hm sb halat ke shikar hai, 
ki kon hai bo jiske jariye Ye sajis rachi ja rahi hai 
ye waqt kisi se dushmani nikalne ka nhi hai, 
ki Ye waqt kisi se dushmani nikalne ka nhi hai, 
apni or dusron ki madad karne ka hai 
ek duje pr kichad uchalne ka nhi hai. 
are yun bheed ikkattha karba ke kya mila tumko, 
ki marenge sirf utne hi jitno ki uper se list aa rahi hai
prakrati khel rahi hai hamare sath 
tum aapas ki sajise Band karo 
ye koup hai ruthi hue prakarti ka jo bo hme saja diye jaa rhi hai... 
kuch to insaan bano gharon me raho or 
dusron ko v gharon me rehne do .
apne hi desh ko barbadi ki kyo rah dikhai jaa rahi ,
kese hai insaan ke irade apno ke khilaf hi sajis rachi ja rhi hai ......... kis ki hai Ye sajish

kis ki hai Ye sajish

13 Love

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

kabhi bo din the zindagi me ki sochte the bs ek pal or need le le pr kaam ke bojh ke aange ankhon pr se need ka bojh jaldi hi hat jaya karta tha ,
ab jab kaam ke bojh se mukat hai toh sanso pr lage khouf ka bojh liye baithe hai ,,
kavi ghuma karte the hum v befikre se ,
aaj gharo me kaid huye baithe hai. 
or insaan hai ki Isko sukun kahi nahi aata,
jb kaam tha toh free hona chahta tha, 
ab free hai toh kaam karna chahta hai sukun kahi nhi

sukun kahi nhi

9 Love

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

modi ji ka aabhar

modi ji ka aabhar #संगीत

211 Views

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

insaan gharo me kaid hua 
sannata pashra sadko par 
ki panchi huye aazad gagan ke malik 
or pinjara laga hai logo pr. 
kya hai marji rab ki 
koi samajh nhi pata h 
fir v hume ladna or aage badna h 
in muskil ghadiyo me khud pr kaboo karna h 
ghar pr hi rehkar surakcha kare hm apne desh or paribaar ki
ki hami ko ladna h or kabu pana hai 
in muskil halato pr ..........jai hind karfu

karfu

15 Love

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

maa

maa

290 Views

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

sayad apno se dur ho rahe logo ke liye hi rachi gai bhagwaan ki leela h. 
jo do pal baith kar ek duje ka haal v nahi puch Pate The. 
maa pita ka jo khayal nhi rakh Pate The...
to socha hoga bhagbaan ne ki kuch esa karuna.. 
ki mil jaye pura parivaar ek chat ke neeche....
risto me sb ke kgushuyon ke rang bharona. 
waqt mila hai to Please apno ke sang ghar par hi rukona 
kuch synayo apni unko kuch unki sunona 
rakho apna khayal or unka v khayal rakho na
jai hind karfu ka fayeda

karfu ka fayeda

16 Love

e361871fe163bb44812889b9e54bf766

naina mathil

jai hind 
naman mera hai shut shut bharat maa ke in lalo ko. 
ki dhul chata Di thi inhone un british baalo ko 
inhone mumkin aazadi ki kahani kar Di. 
desh pr nichavar apni jaan or jawani kar Di. 
ki kya kahu inki tarif me mere paas koi shabad nhi 
bas shir jhuka kar naman karti hun mai in aazadi ke diwano ko.......
jai hind aazadi ke diwane

aazadi ke diwane

18 Love

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile