Nojoto: Largest Storytelling Platform
prachigaur7972
  • 4Stories
  • 72Followers
  • 35Love
    0Views

Prachi gaur

  • Popular
  • Latest
  • Video
e59b30e5173c2259d8d44afb91766a90

Prachi gaur

Waqt badalte der nai  lagti 
Apno ko paraya hue der nai lagti 
Jo kbhi hua karte the doast dushman bane der nai lagti 
Jo phool jese khile rehte the roj murjaye hue der nai lagti 
Aur Sachi doasti pane mai der to lagti hai ......
lekin khone 
   Mai der nai lagti .... 😔

😔

7 Love

e59b30e5173c2259d8d44afb91766a90

Prachi gaur

Wrinkled Flower Na koi kisi ke paas hota hai, na koi kisi se door hota hai, pyar khud chal ke ata hai, jab koi kisi ke naseeb mein hota hai. pyar jab naseeb Mai hota hai mil hi jata hai 🥰

pyar jab naseeb Mai hota hai mil hi jata hai 🥰

12 Love

e59b30e5173c2259d8d44afb91766a90

Prachi gaur

Mat poochh humse ki kyon nahin kiye sawalat tujhse Tere chale jaane par 
Kyunki is baat se Ham bhi waqif the ki humse behtar ishq ke hakdar ho tum.....
U to Mai hazaro lafz keh du tumhri tarref Mai to kam lagte hai
Lekin aaj lagta hai tum to the hi nahi kabhi us hakdari ke kabil 
Tumne sau dafa muje ek sawalat kia tha ki Mai tumhe kabhi chodhkar to nahi chli jaungi na.
 Mera jawab hmesha na hi hua karta tha .
Aaj vo jab zehen Mai baat aati hai to lagta hai ku nahi Kiye mene tumse sawalat ...
Khuda bhi janta hai mere pyar Mai koi kami nai thi kami to shayd tumhre waqt ki thi ..
Tum aaj bhi yaad aate ho han ...tum aaj bhi yaad aate ho  lekin Dil Mai nahi dimag Mai dimag mai aate ho ..... sawalaat ?

sawalaat ?

9 Love

e59b30e5173c2259d8d44afb91766a90

Prachi gaur

Toofan aate aane do mera kya le jayenge ...
Toofaan aate hai aane to mera kya le jayenge ....
Mai to jab darti ki mera hosla lejayenge
Na kabhi hmne himaat hari hai na ham harenge kuch esa hosla dikhayenge ki kuch bhi kar gujar jayenge ....
Toofan to Kai aaye is jeevan mai ........................
ji han toofan to Kai aaye is jeevan lekin hmesha hm us hosle pe tike rahe ki na kbi dagmagaye apni rah se ..
Toofan aate hai aane do hum kuch esa kar gujar jayenge dur hojayenge hamari rah se sab aur hum aasmaan ki uchaiyo pe nazar  aayenge ... mere Zindagi ke kuch toofan ....

mere Zindagi ke kuch toofan ....

7 Love


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile