Nojoto: Largest Storytelling Platform
alihasan8632
  • 36Stories
  • 19Followers
  • 247Love
    3.8LacViews

Ali Hasan

  • Popular
  • Latest
  • Video
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

sitare bhi ek sath hone ka sabut dete hai
tum duriyan bana kar bhi aakhir keya hasil karloge

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

ke axar dekha hai Maine
tuta huwa insan kis tarah
bebas ho jata hai
aur log fir bhi unhe aur bikhra hua dekhna chahte hai
wah re log wah ri samaj

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

mujhe ranggin banna pasand nahi
na rang badalne ki aadat hai mujhe
jo bhi hun shuqr hai us khuda ka sada hun
aur sadgi pasand hai mujhe

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

ab koi apna nahi raha
sab matlab ke yaar hai
ab kisi ko apna samajhne ki bhul nahi karunga

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

kitna baatoge insano ko
jab ke har teohar bhi inhe mila deta hai
agar batna hi hai to kisi ki majburiya bato ye duniya to keya hasr me bhi tumhare kam aati hai

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

meri bebasi pe jasn manane wale
apni khusiyo ka jasn na mana
qiuke mere bebsi me mera rab mere sath hai
tere.bebasi me kon tera hoga

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

ab kisi ko kaha koi samajhta hai

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

khas wo har chij axar dhoka deti hai
jise ham apna samajh lete hai

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

jo kisi ki jarurat pe kam nahi aaye
aisi jindagi kis kam ki

©Ali Hasan
  dil ki juba
f39c070f14013cfe896ce59bf908cc0b

Ali Hasan

dil to dil hai na sabko apna samjh kar rista jor leta hai par log keya karte hai
 khilona samajh kar tor jate hai
wahri duniya

©Ali Hasan
  dil ki juba
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile