Nojoto: Largest Storytelling Platform
nuruddindilwar2423
  • 17Stories
  • 11Followers
  • 183Love
    1.5KViews

nuruddin Dilwar

  • Popular
  • Latest
  • Video
f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

es dile wiran me koi dastak na de.

mili he muddaton bad kuchh sukun mujhe.

aake fir se koi wahshat na de.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

108 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

White mili he saja mujhko duniyan se raqibi ka.

bharosa sirf raha dillbar  mabude hakiki ka.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

126 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

White wo khtakaron me shamil ho gaye .
baten ki jisne yahan insaf ki.

ye duniyan he bada sangdil yahan.
milte hen sab peison se apne ger bhi .

dekh kar ye barhami ye sangdili .
ham musafiron me samil ho gaye.

deti he duniyan nematen us shakhs ko.
jo karehen sajde uske nafs ko.

wo kiyon enayaten kare hampar o dillbar.
jab ham uske imkano se kafir ho gaye.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

126 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

teri baton me janam fasana bahut he.

teri fasane si baton ka diwana bahut he.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

144 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

mujhe ab aajmane ki jara bhi wakt nahin jana.

gar ho aajmana fir mare qabr pe aajana .

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

108 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

Black mot di apni arman ko 
jab mushkil tha usse jine me.
gusl di usko ashkon se
fir dafn ki apne sine me.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

126 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

White apni ana par fna na ho a duniya .

sade gare ko guroor jeb nahin deta.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

117 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

White khayal he ke apno se kabhi gam nahin milte.

gar milte hen kabhi gam to fir kam nahi milte.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

108 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

White hade nigah se ab tera me dur ho giya.

irada na tha kuchh aisa
bas majbur ho giya.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

54 Views

f8f1dfd39d2a65c2a52ecd5bc058fdcf

nuruddin Dilwar

bhatakta huwa mushafir hun
na koi manjil hamara he.

charon simt jidhar dekhun
andhera hi andhera he.

©nuruddin Dilwar
  mashroor lafz

mashroor lafz #Shayari

99 Views

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile