Find the Latest Status about uff teri ada from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, uff teri ada.
my_hearts_talk♥️
White teri baate ban kar yaade badi tadpati hai pal me aati pal me jaati mujhe bohat satati hai teri baate teri yaade mujhe bohat rulati he tu to chali gayi fir q yaad ban kr mere kareeb lot aati hai ©my_hearts_talk♥️ #sad_qoute teri baat teri taade writer mr ajit kumar dube sad status
#sad_qoute teri baat teri taade writer mr ajit kumar dube sad status
read moreRubab Razi
Tere alfaaz mein dukh bhi hai, dawa bhi, Tere likhe har lafz mein ek sada bhi. Jo dard ke sagar mein kho gaye the, Teri shayari ne unhe awaaz di. Raaton ki tanhaiyon mein jo ro diye, Tere lafzon ne unko sambhal diya. Jo muskurahat ke parde mein chhup gaye the, Tere har harf ne unka haal likh diya. Tere jazbaat sirf lafzon tak simit nahi, Yeh dilon ki dhadkan ban jaate hain. Teri kahaniyon mein sirf dukh nahi, Kisi roshni ka ehsaas bhi aata hai. Tu sirf likhti nahi, tu mehsoos karti hai, Har dard ko apni kalam se jeeti hai. Jo log khud ko kho chuke hain kahin, Teri shayari unhe unka wajood lautati hai. Tere alfaaz, teri pehchaan. ©Rubab Razi #DilKiAwaaz Tere Alfaaz teri pehchaan
#DilKiAwaaz Tere Alfaaz teri pehchaan
read morewah_miss.farooqui_10
....Ufff uski aankhein.... Tareef Karun toh mashallah , Aur Salah dun toh mat dekhna uski woh khubsurat aankhein , Kyuki uski aankhein farishta dekh le toh woh bhi behek jaye phir insaan kya chiz hai , abb tasavvur karo kaisi hogi uski aankhein...,✨ ©wah_miss.farooqui_10 #aankhen shayri #Uff #UskiAankhein hindi shayari
#aankhen shayri #Uff #UskiAankhein whindi shayari
read moreB͜͡h͜͡a͜͡n͜͡u͜͡ K͜͡a͜͡u͜͡s͜͡h͜͡a͜͡l͜͡
एक भेंट आंसुओं की ©Bhanu Kaushal Sonia Anand teri marjani M.K.kanaujiya
Sonia Anand teri marjani M.K.kanaujiya
read moreB͜͡h͜͡a͜͡n͜͡u͜͡ K͜͡a͜͡u͜͡s͜͡h͜͡a͜͡l͜͡
चप्पल के टूट जाने पर ईश्वर को कोसने से बेहतर है कि नंगे पांव मिट्टी से इश्क़ कर लेना ©Bhanu Kaushal #Path teri marjani M.K.kanaujiya
#Path teri marjani M.K.kanaujiya
read moreSchizology
To Ada Green : For the nature of your affection Pink: For a Carnation that you deserve Purple : For Violet petals surrounding you Yellow : For the Tulips that are your garden Red: For Rose flowers blooming for you Orange: For your sweetness like fruit Blue : For berries that are hand fed to you Black : For the soil they all grow in Brown : For planting them in the ground ©Schizology To Ada #dedication #poem✍🧡🧡💛
To Ada #dedication poem✍🧡🧡💛
read moreNavjot Molta
Unsplash december bhi beet gya teri hi yaad mein naya saal bhi beet jaega tere hi intezaar mein ©Navjot Molta #teri yaad mein Hinduism
#Teri yaad mein Hinduism
read moreGuria Sharma
Unsplash Itna aasaan nahi tha tere bina jeena pal pal tuti....pal pal bikhri par phir sambhli tere yaado ke sath akhirkaar jeena sikh hi gyi ©Guria Sharma teri yaad
teri yaad
read more