Find the Latest Status about hindi shayari d from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos.
Urja
Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad.. Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad.. Timtimatey hain taarey uske siyaah honey ke baad.. Phir chanda bhi sharmata badli odhney ke baad.. Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad.. Khil uthtey hain jazbaat nayi umang chhaney ke baad.. Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah.. Beetey kal se kuchh zyada paa janey ka utsaah.. Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain.. Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain.. Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan.. Isi sey kamiyaab ho jata insaan.. Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi.. Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi.. Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar.. Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar. ©Gabby #Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari
#Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari
read moreUrja
Jeevan ki bhaagdaud mein kyu waqt ke saath rangat kho jati hai.. Hansti khelti zindagi bhi aam ho jati hai.. Ek savera tha jab hanskar uthtey thae hum.. Aur aaj kyi baar bina muskuraye hi shaam ho jati hai.. Kitne dur nikal aaye rishton ko nibhatey nibhatey.. Khud ko kho diya humney apno ko patey patey.. Log kehtey hain hum muskuratey bohot hain.. Aur hum thak gye dard chhupatey chhupatey. (unknown) ********* ©Gabby #Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi
#Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi
read moreAlok Sharma
New Year 2025 khgdgchatgztcbdyhchd. gdyfydc ©Alok Sharma #Newyear2025 ch d sad shayari
#Newyear2025 ch d sad shayari
read moregum_nam_shayar_7
New Year 2025 “iss saal ka safar kuch yun guzar gaya, kuch apne anjaane ho gye, kuch anjaano ko apna kar gaya”. ©gum_nam_shayar_7 #Newyear2025 shayari in hindi love shayari puja udeshi n d d like karey please Dr Udayver Singh MRS SHARMA Neha verma
#Newyear2025 shayari in hindi love shayari puja udeshi n d d like karey please Dr Udayver Singh MRS SHARMA Neha verma
read moregum_nam_shayar_7
White दुआ मांगी थी की उसकी हर दुआ कबुल हो बस फिर हम ही उनसे दूर हो गए ©gum_nam_shayar_7 #Sad_Status shayari on love sad shayari gaTTubaba n d d like karey please Anupriya Sabanoor Anudeep
#Sad_Status shayari on love sad shayari gaTTubaba n d d like karey please Anupriya Sabanoor Anudeep
read moregum_nam_shayar_7
Unsplash “khawaish toh na thi kisi se dil lagane ki Ghalib, par kismat mai dard likha tha, mohabbat kaise na hoti.” ©gum_nam_shayar_7 #snow shayari in hindi Actors Raj Tilak n d d like karey please Dr Udayver Singh Mohammed. samshad Sonika pal
#snow shayari in hindi Actors Raj Tilak n d d like karey please Dr Udayver Singh Mohammed. samshad Sonika pal
read moregum_nam_shayar_7
Unsplash "Main takiye par sitaare bo rahaa huun janam-din hai akelaa ro rahaa huun". 💔 ©gum_nam_shayar_7 #traveling shayari sad sad shayari shayari in hindi n d d like karey please puja udeshi gaTTubaba udass Afzal khan Anudeep
#traveling shayari sad sad shayari shayari in hindi n d d like karey please puja udeshi gaTTubaba udass Afzal khan Anudeep
read moreShivam_Rathour
White हर लम्हा, जैसे एक तस्वीर हो, जिसे दिल की दीवार पर सजाने का मन हो। ©Shivam_bhai_2007 #love_shayari hindi shayari shayari in hindi
#love_shayari whindi shayari wshayari in hindi
read moreAvi 980
White आदत बदल सी गई है, वक्त काटने की, अब तो हिम्मत ही नहीं, होती अपना दर्द बाँटने की। ©Avi 980 #love_shayari sad shayari in hindi sad shayari sad status in hindi sad status sad status Ayaan dehlvi ( A D )
#love_shayari sad shayari in hindi sad shayari sad status in hindi sad status sad status Ayaan dehlvi ( A D )
read more