Find the Latest Status about sharamsar hoon main dua from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, sharamsar hoon main dua.
wah_miss.farooqui_10
Waqt aur halaat ne tujhe mujhse door kar Diya , aur meine Dil ko Teri yaadoin ka ghar kar liya , tere haq me ki gayi koi bhi dua nhi Hui Puri isliye duaon me tujhe mangna bhi chod diya , lekin , lekin , lekin... Mein apni kismat ek baar phir aajmaungi kyuki Ramzaan aa raha hai aur kehte hai Ramzaan me aksar duain qubool hoti hai..,✨ ©wah_miss.farooqui_10 #Ramzan #Dua shayri
Rukhsar shagufta
White ya allah waiting for your kun ©Rukhsar shagufta #Thinking #Dua life quotes
Mr Maksudul 07
White Khuda se sirf ek dua maangta hoon, Uska saath har jagah paata hoon. Uski intezaar mein dil dhadak raha hai, Jaise har dua mein usko bulaata hoon. ©Mr Maksudul 07 Khuda se sirf ek dua maangta hoon, Uska saath har jagah paata hoon. Uski intezaar mein dil dhadak raha hai, Jaise har dua mein usko bulaata
Khuda se sirf ek dua maangta hoon, Uska saath har jagah paata hoon. Uski intezaar mein dil dhadak raha hai, Jaise har dua mein usko bulaata
read moreMRS SHARMA
hr din naya savera ho .. hr raat sitaro se bhare ho.. apke hr dua manjoor ho.. apkee hr hhawish puri ho dua ka rang nahi hota.. magar yah rang le aatee h... Mrs SHARMA 🌹 ©MRS SHARMA #dua
Atif Ansari
Unsplash Tujhko kya malum kitna Talabgaar hu tera tu unn Farishto se puchh jo meri duao me Likhte hai Name Tera.. ©Atif Ansari #Dua #Name #tera
Jaiswal saab
Unsplash guzarte lamho me yeh dua krte hai... ke khushi ki har had paar kroge tum... kal agar hum na honge toh dil se yaad karoge tum.... alvida 2024.......tera har kadam per shukriya... bhool gye sab kuch jo is saal hmare sang hua..... ©Jaiswal saab #leafbook #alvida #Dua #khwahish
khatarnaq shayar next levil
Main mariz hoon tere ishq ka..agar tu roonth jaye to.kya ho mere dil ka..teri khushi sehi.muhjme khushi hai..tuna hoti to kya hota mere lid ka,,, ©khatarnaq shayar next levil Main mariz hoon tere ishq ka. shayari status
Main mariz hoon tere ishq ka. shayari status
read more