Find the Latest Status about ki koshish karta hoon from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, ki koshish karta hoon.
Laxmi singh
Bahut sikhayte hai tum se. tum mere Aansu Nahi Samjhe to Shabd kya Samjhoge ©Laxmi singh koshish
koshish
read morecreative girl
White Koshish karte raho jab tak sanse hai, kyuki jab tak Koshish nhi karoge tab tak Safal kaise banoge. 😊😊☺️ ©creative girl #koshish
creative girl
White Koshish karte rehna jab tak Manjil na mile, Kyuki Itihaas wahi rachta hai jo ant tak Manjil ko pane ki koshish karta hai. ✊✊ ©creative girl #ek aur koshish
#Ek aur koshish
read moreRuuposh Aadil
Red sands and spectacular sandstone rock formations Mohabbat bhari muskurahat.on ko yaad karta hun Teri Adaa.on,Zulf.on,Baat.on ko yaad karta hun Mai kahaan hun,Tu kahaan hai,Ye kuch zaruuri nahi Hijr mai vasl ki meri chaahat.on ko yaad karta hun Tujh se alag huve par tujh se ajnabi na ho sakhe Khalvat mai reh ke teri rafaaqat.on ko yaad karta hun Manzuur hota rishta hamara baargaah-e-Ilaahi mai Qubuul hone vaali darkhvaast.on ko yaad karta hun Aakhiri sher mai gazal ke"Aadil" tumhe alvida kehta hai Aakhiri band mai samet kar ishq turbat.on ko yaad karta hun ©Ruuposh Aadil Hijr mai vasl ki chaahaton ko yaad karta hun sad shayari
Hijr mai vasl ki chaahaton ko yaad karta hun sad shayari
read moreNaveen Dutt
White Mann ke kone mein chhupi baatein, Dil ke darwaze par dastak deti hain. Raat ke sannaton mein guftagu karti hain, Par sunne wala koi nahi hota. Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar, Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi. Dil chahte hai chillake kahoon, Par shabdon ko bandhan se azadi nahi. Kaash koi ho jo samajh sake, Mere khamoshi ke gehray matlab. Jo bina kahe jaan le, Mere dil ke chhupaye jazbaat. Kitne khayalon ka bojh uthaya hai, Kitni baar apne aap ko samjhaya hai. Par kabhi kabhi dil keh deta hai, "Kaash ek baar toot kar ro loon." Zindagi ke safar mein, Kya har insaan akela hota hai? Ya shayad hum khud hi, Apni duniya se dur ho jaate hain. Toh agar tu sun raha hai, aye khuda, Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe. Mere alfaaz ko nahi, Mere khamoshi ko samjhe. ©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
read moreAjit
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset Har Kisi Ko apna samajhna chhod De e dil vo Kisi aur ki ho gaya hai dobara koshish Na kar ©Ajit #Dobara koshish Na kar # शायरी
#Dobara koshish Na kar # शायरी
read morepratibha pahuja
Unsplash कभी हार मत मानो, क्योंकि आप नहीं जानते कि अगली कोशिश कितनी कामयाब हो सकती है| ©pratibha pahuja #Book#motivational#Book #koshish#kamyab#
#Book#Motivational#Book #koshish#kamyab#
read more