Find the Latest Status about ab to hai tumse har khushi apni from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, ab to hai tumse har khushi apni.
shainaaz siddique
ab to har baat pe muskuraana padta hai dar chupane ka naya hoonar sikha hai chahe kisi ki baat achhi lage yaa buri lage bas muskura dete hai,,,, fs ©shainaaz siddique ab to muskurana padta hai,,, fs
ab to muskurana padta hai,,, fs
read moreNaveen Dutt
White Chandni raat mein, khwabon ka safar, Dil mein hai umeed, dimaag mein junoon ka asar. Har pal mein hai ek nayi roshni, Zindagi ko jeene ki, ek khubsurat nayi tasveer ki. Duniya ki raah mein, thoda sa dard hai, Par himmat se, har dard ko humne paar kiya hai. Muskurahat se, raahein khuli hain sab, Jab dil mein ho yakeen, toh manzil milti hai har subah. Rukne ka naam nahi, chalna hai bas, Sapne hain bade, aur sabko poora karna hai khud. Jab tak humari jaan mein hai junoon ka rang, Zindagi ki har mushkil hogi ek nayi kahani ka sang. ©Naveen Dutt "Har kadam mein umeed aur junoon ho, toh zindagi ka har safar apni manzil tak pohonchta hai. 🌟" #Hashtags: #DreamBig #BelieveInYourself #St
"Har kadam mein umeed aur junoon ho, toh zindagi ka har safar apni manzil tak pohonchta hai. 🌟" #HashTags: #DreamBig #believeinyourself St
read moreUmar Kassa,
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset Agar kat jati has kar jindagi to main yu has gujar leta hui hai in logo se bhi bahut galtiya agar akele ne maine ki hoti to me khud sudhar leta main has kar sari jindagi yu hi gujar leta ©Umar Kassa, #SunSet gudiya Ravi yaduvanshi61 Mohan raj Kuldeep verma Reeda Apni life Khushi se jiyo
#SunSet gudiya Ravi yaduvanshi61 Mohan raj Kuldeep verma Reeda Apni life Khushi se jiyo
read moreNathulal Bairwa
New Year 2025 Har Dua me teri khushi mangi hai Tere liye sitaron se roshani mangi hai, Na ho jisme koi bhi Gam Khuda se tere liye wo zindagi mangi hai. ©Nathulal Bairwa #Newyear2025 Har Dua me teri khushi mangi hai Tere liye sitaron se roshani mangi hi#shayari
#Newyear2025 Har Dua me teri khushi mangi hai Tere liye sitaron se roshani mangi hi#Shayari
read more