Nojoto: Largest Storytelling Platform

New mai tumse pyar karta hoon Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about mai tumse pyar karta hoon from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, mai tumse pyar karta hoon.

shainaaz siddique

mai intezaar karta rahoonga,, fs

read more
wade wafa ke naa kar jana
tu nibhana sakega aur
mai ta umar intezaar me rahoonga
fs,,,,

©shainaaz siddique mai intezaar karta rahoonga,, fs

Ruuposh Aadil

Hijr mai vasl ki chaahaton ko yaad karta hun sad shayari

read more
Red sands and spectacular sandstone rock formations Mohabbat bhari muskurahat.on ko yaad karta hun
Teri Adaa.on,Zulf.on,Baat.on ko yaad karta hun

Mai kahaan hun,Tu kahaan hai,Ye kuch zaruuri nahi 
Hijr mai vasl ki meri chaahat.on ko yaad karta hun 

Tujh se alag huve par tujh se ajnabi na ho sakhe
Khalvat mai reh ke teri rafaaqat.on ko yaad karta hun 

Manzuur hota rishta hamara baargaah-e-Ilaahi mai
Qubuul hone vaali darkhvaast.on ko yaad karta hun

Aakhiri sher mai gazal ke"Aadil" tumhe alvida kehta hai
Aakhiri band mai samet  kar ishq turbat.on ko yaad karta hun

©Ruuposh Aadil Hijr mai vasl ki chaahaton ko yaad karta hun  sad shayari

Naveen Dutt

"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."

read more
White Mann ke kone mein chhupi baatein,
Dil ke darwaze par dastak deti hain.
Raat ke sannaton mein guftagu karti hain,
Par sunne wala koi nahi hota.
Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar,
Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi.
Dil chahte hai chillake kahoon,
Par shabdon ko bandhan se azadi nahi.
Kaash koi ho jo samajh sake,
Mere khamoshi ke gehray matlab.
Jo bina kahe jaan le,
Mere dil ke chhupaye jazbaat.
Kitne khayalon ka bojh uthaya hai,
Kitni baar apne aap ko samjhaya hai.
Par kabhi kabhi dil keh deta hai,
"Kaash ek baar toot kar ro loon."
Zindagi ke safar mein,
Kya har insaan akela hota hai?
Ya shayad hum khud hi,
Apni duniya se dur ho jaate hain.
Toh agar tu sun raha hai, aye khuda,
Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe.
Mere alfaaz ko nahi,
Mere khamoshi ko samjhe.

©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz"

"Raat ke sannate se baatein karta hoon,
Dil ka dard chupke se likhta hoon."

Ruineddevil

#sad_qoute Mujhe saamne kuch nahi dikh raha, Phir bhi mai chalta jaa raha hoon, Samandar me lehron ke tanav bahut hai, Phir bhi dekh machalt

read more
White Mujhe saamne kuch nahi dikh raha,
Phir bhi mai chalta jaa raha hoon,
Samandar me lehron ke tanav bahut hai,
Phir bhi dekh machalta jaa raha hoon!

©Ruineddevil #sad_qoute Mujhe saamne kuch nahi dikh raha,
Phir bhi mai chalta jaa raha hoon,
Samandar me lehron ke tanav bahut hai,
Phir bhi dekh machalt

Ruineddevil

#Sad_Status When he became silent, he said- Samajh jao mai kya kehna chahta hoon, Jo tum samjhe, haan mai wahi kehna chahta hoon! ruinedd

read more
White When he became silent, he said-

Samajh jao mai kya kehna chahta hoon,
Jo tum samjhe, haan mai wahi kehna chahta hoon!

©Ruineddevil #Sad_Status When he became silent, he said-

Samajh jao mai kya kehna chahta hoon,
Jo tum samjhe, haan mai wahi kehna chahta hoon!  #ruinedd

gamlesh Sahu

tumse bahut pyar karta hun yaar #love_forever wlove shayari, Status, Quotes, Stories">#Love wlove shayari, Status, Quotes, Stories">#Love❤ #natajohindi wlove shayari

read more

Sam

#Mile tumse

read more

Bebo

tumse Prem✍️

read more
मैने अब तक प्रेम की कई व्याख्याएं पढ़ी,
साथ तुम्हारे...
और जाना सिर्फ इतना!!

की मैं तुम्हे बिना बताए,बिना जताए भी तुम्हें 
बेहद प्रेम कर सकती हूं!!!
R.P✍️*Bebo
                          22/12/2024
                  10.33pm

©Bebo tumse Prem✍️

Jatav Boy

#WoRasta tenu kitna mai pyar kra

read more

Pawan verma 950937

chori karta hua

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile