Find the Latest Status about dard se aankhen chaar kar lenge from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, dard se aankhen chaar kar lenge.
salman saify
White नूर सबको बेनूर कर देता है थोड़े से जख्म को नासूर कर देता है कौन चाहता है अपनों से दूर होना पर वक्त सबको मजबूर कर देता है ©salman saify दिल se ❤️ तक #dilsediltak #Dard दोस्ती शायरी
दिल se ❤️ तक #dilsediltak #Dard दोस्ती शायरी
read morewah_miss.farooqui_10
....Ufff uski aankhein.... Tareef Karun toh mashallah , Aur Salah dun toh mat dekhna uski woh khubsurat aankhein , Kyuki uski aankhein farishta dekh le toh woh bhi behek jaye phir insaan kya chiz hai , abb tasavvur karo kaisi hogi uski aankhein...,✨ ©wah_miss.farooqui_10 #aankhen shayri #Uff #UskiAankhein hindi shayari
#aankhen shayri #Uff #UskiAankhein whindi shayari
read moreNaveen Dutt
White Mann ke kone mein chhupi baatein, Dil ke darwaze par dastak deti hain. Raat ke sannaton mein guftagu karti hain, Par sunne wala koi nahi hota. Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar, Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi. Dil chahte hai chillake kahoon, Par shabdon ko bandhan se azadi nahi. Kaash koi ho jo samajh sake, Mere khamoshi ke gehray matlab. Jo bina kahe jaan le, Mere dil ke chhupaye jazbaat. Kitne khayalon ka bojh uthaya hai, Kitni baar apne aap ko samjhaya hai. Par kabhi kabhi dil keh deta hai, "Kaash ek baar toot kar ro loon." Zindagi ke safar mein, Kya har insaan akela hota hai? Ya shayad hum khud hi, Apni duniya se dur ho jaate hain. Toh agar tu sun raha hai, aye khuda, Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe. Mere alfaaz ko nahi, Mere khamoshi ko samjhe. ©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
read moreRuineddevil
White Chalo aaj se jaane do zabardasti ki saari hawa, Jo saansein bhar lenge, unhi se zinda reh lenge! ©Ruineddevil #GoodNight Chalo aaj se jaane do zabardasti ki saari hawa, Jo saansein bhar lenge, unhi se zinda reh lenge! #ruineddevil
#GoodNight Chalo aaj se jaane do zabardasti ki saari hawa, Jo saansein bhar lenge, unhi se zinda reh lenge! #ruineddevil
read moreReal Ajeet Singh Star
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset ✨ आसमान से तोड़ कर सितारा दिया है आलम-ए-तन्हाई में एक शरारा दिया है मेरी किस्मत भी नाज़ करती है मुझपे खुदा ने दोस्त ही इतना प्यारा दिया है। ✨ ©Real Ajeet Singh Star Aashman Se Tod Kar #Shayari #Nojoto #SunSet
Aashman Se Tod Kar Shayari #SunSet
read moreLakhan Kumar
Gaadi Chaar Chhalle Aali | Renuka Panwar | Mannu Pahari | New Haryanvi Songs wlove shayari
read moreSaumil Nagar
चाय लेंगे? नहीं,में नहीं पीता में चाय सिर्फ दोस्तो के साथ लेता हूं ना किसी के घर पे ना ऑफिस में नाही किसी के ऐसे ही चाय पे बुला लेने पर, क्योंकि चाय सिर्फ दोस्तों के साथ और दोस्तों के लिए। चाय सिर्फ़ वहां,जहां सिर्फ चाय में नहीं लोगों में भी शक्कर हो ( स्वीटनेस)। चाय सामूहिकता का बोध हैं; वैसे ही दोस्ती भी, क्योंकि चाय आपकी ध्यानिंद्री और ज्ञानेंद्री दोनों को जागृत करती है और दोस्ती भी। जहां चाय के कप की गिनती नहीं, हास्यास्पद वार्तालाप, मस्ती, मजाक ओर मूर्खतापूर्ण बातें सही पर एहसान, व्यवहारों, औपचारिकता कि गिनती नहीं। जो चाय पीते पीते तुम्हे ये बतलाए कि अभी तुममें आग बाकी है बे। गर्दा उड़ाना अभी बाकी है बे। चाय तो सिर्फ उन्हीं के साथ। क्योंकि चाय का नशा नहीं दोस्ती का जरूर है। और, चाय पीजिएगा ? नहीं, चाय सिर्फ दोस्तो के साथ। ©Saumil Nagar chai lenge?
chai lenge?
read more