Find the Latest Status about shehre nabi teri galiyon ka naksha hi kuch aisa hai lyrics from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, shehre nabi teri galiyon ka naksha hi kuch aisa hai lyrics.
Dibyajyoti Barik
Haan pyaar karte hai tumse, par saath rehna jaruri nahi hai.. mohabbat nibhana hi padta hai, aisa toh kahin likhi nahi hai.. Kal tak toh thik tha sab, par aaj sab kyun bikhra hua hai.. gaur karein toh galti donon ki thi, ab baith kar unhe ginane ka faida kya hai.. Raaste pehle se alag nahi thi, hamaare karam ne unhe baant diya hai, kya pataa aise hi kisi din fir raaste ek jo jaye, janaab, kal kisne dekha hai.. Filhaal abhi ke liye toh dur jaa rahe hai, chehre pe muskan sirf dikhane ke liye hai, par tum bhi jaante ho haal-e-dil kya hai, jitna chot tumhe laga hai usse jyada dard mujhe hai, raaste toh chun liya hai humne, bas safaar ki deri hai, tumhari jindegi mai sirf khusiyan ho, yahi bhagwaan se dua karni hai.... -Dibyajyoti Dil ka haal hi kuch aisa hai..
Siddhartha Kaushik
मैं तेरी मोहब्बत में, teri mohabbat ka dariyaa sareaam chal rha hai... mujhe pyaar mil rha hai tera hai to meri saaso ka kaarba chal rha hai... ye tera hi to karam hai jo mera naam chal rha hai.. teri mohabbat ka dariyaa sareaam chal rha hai..🥰 #teri #mohhbat #ka #asar #kuch #aisa #chal #rha #hai
Stranger
{" PAISE 💵 IKATTHE " karne ki jagah " DOST 👥" ikatthe kiye h isliye " Aaj 👆PuRaNe " bhi chal rhein hain . } 👉kuch aisa hi lgta h but 👆 "actually" hota ye h ki " apka apna 🤗 " jab bhi 👉" Apko chahiye" hota hai to "koi bhi👥" nahi hota h apke pass 🙅 Lagata kuch aisa hi hai