Nojoto: Largest Storytelling Platform

New poem mera naseeb Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about poem mera naseeb from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, poem mera naseeb.

    LatestPopularVideo

SHIVA KANT(Shayar)

Kazi Masuk

Aisa Mera Naseeb rakh 🤲💞👍💓 #Motivational

read more

Jannah

#summer_vacation vo naseeb #SAD #shayrylover

read more

Zuber Ali

#dastan Naseeb ki

read more
White Kaha Koi Milta  Hain Aisa Jis Par Dil Luta Dete
Har Ek Ne Dhokh Diya Kis Kis Ko Bhula Dete
Apne Dard Ko Apne Dil Hi Main Dabay Rakha
AgarBaya Karte To Mahfilo Ko Rula Dete
Aarju Nahin Ke Gam Ka Tufan Tal Jaye
Fikar To Yah Hain Tera Dil Na Badal Jaye
Bhulana Ho Mujhko To Ek Ahsaan Karna
Dard itna Dena Ki Meree Jaan Nikal Jaye
Dil Mein Hain Jo Dard Vah Dard Kisse Bataye
Hanste Hue In Jakhmo Ko Kisse Dikhaye
Kehati Hain Yah Duniya Hamen Khushnaseeb
Magar Is Naseeb Ki Dastan Kisse Sunaye

©Zuber Ali #Dastan Naseeb ki

Salaam Dil se

Madhu Arora

Izrail

#naseeb

read more

Rohan Singh

#beautifulmoon naseeb se jodi #शायरी

read more

Raghav

mera ishq sabse kamaal hai #aashiqui #poem Poetry #rhyme

read more
meri zubaan par 
aaj bhi ek hi sawaal hai,
ki ishq pe itna kyu bawaal hai,
paane se jyada usey
chahne ka khayal hai,
tabhi to mera ishq 
sabse kamaal hai..

©Raghav mera ishq sabse kamaal hai
#aashiqui #poem #Poetry #rhyme

Shaurabh Jha

Mera Pyaar

Ab use gair v raas aane lage hai
Jb uske hm paas jaane lage hai,

Koi raha nahi apna-aisa lag sa rha hai
Ye hm khudh se aajmaane lage hai.

Zamaana ho gaya iska kehte hue- "mujhe shirf aap chahiye "

Ek pal baat chhor k idhr aa jau
Manana to chhoro na bulane k liye bhi wo ab bahane banane lage hai,

Mujhse is kadar baatein chhupane lage hai
Anjaane mein hi sahi par dil mera dukhane lage hai,

Meri chhoti-chhoti baato se jise padta tha fark
Ab Main samjhdaar ho gyi hoon aisa mujhe samjhane lage hai.

©Shaurabh Jha Mera Pyaar
#SAD 
#poem 
#shayri 
#Lafz 
#shaurabhjha 
#merapyaar
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile