Nojoto: Largest Storytelling Platform

New zindagi ek kiraye ka ghar hai Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about zindagi ek kiraye ka ghar hai from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, zindagi ek kiraye ka ghar hai.

Stories related to zindagi ek kiraye ka ghar hai

TOHFA SHAIKH RAEES AHMED SIDDIQUI

#traveloflife safar zindagi ka

read more
White  har safar dar safar sougwaar Aadmi
Aa ke manzil pe hota khuwaar Aadmi
हर सफर दर सफर सोगवार आदमी
आ के मंजिल पे होता खुवार आदमी

©TOHFA SHAIKH RAEES AHMED SIDDIQUI #traveloflife safar zindagi ka

TOHFA SHAIKH RAEES AHMED SIDDIQUI

#Thinking #Poetry zindagi maut ke beech ka safar jaari hai

read more
White waqt ke saath badalte rahiye
teharrna jurm hai chalte rahiye
ummr ki raah mei tohfa padao bahut mushkil hai
hai iski sifat jo dhalna toh dhalte rahiye

©TOHFA SHAIKH RAEES AHMED SIDDIQUI #Thinking  #poetry
zindagi maut ke beech ka safar jaari hai

Syed Sumarh

#GoodNight mari zindagi tu ek tasveer hai

read more
White chehare paar marna wale kye jane mahobbat kya hote hai😥

©Syed Sumarh #GoodNight  mari zindagi tu ek tasveer hai

Papa Ki Pari

#SunSet zindagi ka safar

read more
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset .me zindagi k is safar m itni aage aa gai hu piche kya chuta kuch khabar nhi he

©Papa Ki Pari #SunSet zindagi ka safar

Naveen Dutt

"Ghar sirf ek jagah nahi, maa ke hone ka ehsaas hai. Tere bina sab adhoora lagta hai." #maakapyar #EmotionalPoetry #motherlove #dilse Ghar

read more
White Ghar ghar nahi lagta, Maa tere bina
Diwaron mein ab wo baat kahan,
Teri muskaan ke bina yeh saans kahan.
Tere haathon ka bana woh ek nivaala,
Ab swad mein kahan woh pyar chhupa.
Tere dupatte ki mehak hawaon mein thi,
Ab toh bas khamoshi saath chalti hai.
Tere laalten ki roshni thi jo ghar mein,
Ab diya jalta hai, par andhera lagta hai.
Teri lori ke suron mein ek jadoo tha,
Raat ki chaadar mein sukoon tha.
Ab toh neend bhi ankho se rooth gayi hai,
Teri baahon ke bina, raat adhoori si hai.
Jahan tu hoti thi, wahan mandir lagta tha,
Tere bina toh ghar bhi ek jungle lagta hai.
Tere kadmon ki aahat jo sukoon deti thi,
Ab toh sirf khamoshi dil ko cheer deti hai.
Maa, ghar toh bas ek jagah hai rehne ki,
Teri mamta ke bina ek khokhla sa shehar hai.
Tu laut aa, toh phir se ghar ghar ban jaaye,
Phir se zindagi mein ek suraj ug aaye.
Ghar ghar nahi lagta, Maa tere bina,
Tere pyar ke bina yeh duniya suna suna.

©Naveen Dutt "Ghar sirf ek jagah nahi, maa ke hone ka ehsaas hai. Tere bina sab adhoora lagta hai."

#MaaKaPyar #EmotionalPoetry #MotherLove #DilSe #Ghar

Hariom Pathak

#GreenLeaves zindagi ka Safar

read more

Prakhar Srivastava

Kiraye ki jindagi #citylife #Bengaluru

read more
Unchi Unchi in Imaraton se 
sirf sapne neeche girte hain
Gaanv se kamaane aaye the jo,
  bs inka kiraya bharte firte hain

©Prakhar Srivastava Kiraye ki jindagi #citylife 
#Bengaluru

Kartik Dubla

Nani ka ghar . . #VAIRAL wvideos" class="text-blue-400" target="_blank">wvideos

read more

Saurav Kashyap

mera ghar ma TV hai

read more

MP Ritesh

🙏🙏Jis Ghat Mein Bhai Bhai Ka Pyar Hota Hai Usi ghar mein Ishwar ka Nivas Hota Hai wvideos maker

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile