Nojoto: Largest Storytelling Platform

New sakti wahyu trenggono Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about sakti wahyu trenggono from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, sakti wahyu trenggono.

Stories related to sakti wahyu trenggono

Kareem Ali

#Thinking Azib zindagi hai, Jo mil nhi sakti, wahi chahiye..!! Extraterrestrial life

read more

Sai Angel Shaayari

#Thinking Tum Aurat Ke Qurbaani Ki Baat Karte Ho , Woh Toh Apne Maa Baap Ko Chhodkar Tumhaare Ghar Aati Hai , Kyaa Tum Chhod Sakte Ho.... Ap

read more
Tum Aurat Ke Qurbaani Ki Baat Karte Ho , Woh Toh Apne Maa Baap Ko Chhodkar Tumhaare Ghar Aati Hai , Kyaa Tum Chhod Sakte Ho.... Apnaa Ghar Apne Taur Tareeke Hargiz Nahin Yeh Takleef Sirf Ek Aurat Hi Samajh Sakti Hai.

©Sai Angel Shaayari #Thinking Tum Aurat Ke Qurbaani Ki Baat Karte Ho , Woh Toh Apne Maa Baap Ko Chhodkar Tumhaare Ghar Aati Hai , Kyaa Tum Chhod Sakte Ho.... Ap

Naveen Dutt

"Never give up! Har mod par umeed rakhna, kyunki manzil bas ek kadam door ho sakti hai. 🌟" #motivationalpoetry #nevergiveup #HinglishVibes

read more
green-leaves Kabhi haar mat maano, khud par bharosa rakho,
Zindagi ke raaste mein har mod par chhupa ek sapna dekho.
Andheron ke baad hi subah ka ujala aata hai,
Bas thoda sa aur hausla, manzil ka farishta bulata hai.
Chhoti si koshish bhi le aati hai bade rang,
Sahas ka jahan hota hai, wahan bajte hain jeet ke sang.
Toofano ke beech jo tikta hai, wahi safar banata hai,
Jo gir ke uthta hai, wahi asli khud ko paata hai.
Jahan umeed ke deep jalte hain, wahi hoti hai roshni,
Manzil paas hoti hai, bas chhoti si doori.
To kabhi haar mat maano, yeh samay bhi badlega,
Jo sapne dekhta hai, uska hi taqdeer sajega.
Zindagi ke saagar mein, tide zaroor turn karega,
Hausla mat khona, tera waqt bhi ayega!

©Naveen Dutt "Never give up! Har mod par umeed rakhna, kyunki manzil bas ek kadam door ho sakti hai. 🌟"

#MotivationalPoetry #NeverGiveUp #HinglishVibes

Aakash maity

#love_shayari #Sakti kapur #i_am_broken sad shayari

read more
White Bina dekhe..
Teri tasveer bna skta hu
Bina mile ..
Tera hal bta skta hu
Are meri mohabbat me
Itni takat hai...
Teri ankh ke aasu
Apni ankh se nikal skta hu..

©Aakash maity #love_shayari #sakti kapur #i_am_broken  sad shayari

Mohammad Ayaz Qureshi

Taklif Hoti Hai Par Kya Kare Jabardasti Kisi Ki Pasand To Nahi Ban Sakti. love #mohaabat #pyaar #ishq #HeartBreak #friends wsad song sad sh

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile