New ek doosre se karte hain pyaar hum Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about ek doosre se karte hain pyaar hum from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, ek doosre se karte hain pyaar hum.

Stories related to ek doosre se karte hain pyaar hum

Rubab Razi

#Sad_Status Hum kaha hain?

read more
White हम कहाँ हैं, हमें खुद ख़बर नहीं
जाने क्या हो रहा, हमें पता नहीं
लम्हे बीत रहे, साथ छूट रहा
बस ज़िंदगी यूँ ही, खामोश चल रही...

कभी धूप सी तपे, कभी छाँव बन जाए
कभी हंसाए हमें, कभी आँसू दे जाए
मंज़िल का पता नहीं, राहें अजनबी हैं
फिर भी चल रहे हैं, ये किस्मत अजीब है...

©Rubab Razi #Sad_Status Hum kaha hain?

Shekhar Yadav

janaje se ek pl ki bat

read more
shekhar yadav

©Shekhar Yadav janaje se ek pl ki bat

Ruineddevil

#good_night Suna hai baat karne se sahaara ban jaate hain, Yeh taare kya aapas me baat karte hain, Suna hai log jaane ke baad taara ban jaat

read more
White Suna hai baat karne se sahaara ban jaate hain,
Yeh taare kya aapas me baat karte hain,
Suna hai log jaane ke baad taara ban jaate hain!

©Ruineddevil #good_night Suna hai baat karne se sahaara ban jaate hain,
Yeh taare kya aapas me baat karte hain,
Suna hai log jaane ke baad taara ban jaat

Naveen Dutt

Kabhi kabhi, humare andar ke ehsaas bandhan mein hote hain, lekin unhe chhupakar hum ek nayi roshni dhundhte hain, jo ek din sab kuch roshan

read more
Dil ke kone mein chhupi baatein,
Chupke se roti raatein.
Ehsaas jo keh nahi paate,
Zubaan par aakar tham jaate.
Andar ek toofan sa machta,
Bahar se sab kuch shant lagta.
Aankhon mein kahaniyan chhupi hui,
Har ek muskaan ke peeche duniya ruki hui.
Azadi ka sapna dekhe mann,
Par bandhan kaise tode tan.
Sheeshe ka pinjra, naazuk sa,
Har daraar mein hai dukh chhupa.
Phir bhi yeh ehsaas jalte hain,
Chhoti si roshni ban ke palte hain.
Band hokar bhi ek din saath,
Khule aasman mein bharenge uraan.

©Naveen Dutt Kabhi kabhi, humare andar ke ehsaas bandhan mein hote hain, lekin unhe chhupakar hum ek nayi roshni dhundhte hain, jo ek din sab kuch roshan

Safi Ahmad

#sad_quotes hum rooz roote hain 🥲 urdu poetry

read more
White hum rooz rote hain aur raat guzar jati hain
Ek din raat chup hogi 
aur hum juzar jayenge 🥹

©Safi Ahmad #sad_quotes hum rooz roote hain 🥲 urdu poetry

Sai Angel Shaayari

#sad_quotes life quotes in hindi shayari on life life shayari in hindi sad shayari on life life quotes sad Jhoothaa Ishq Karte Hain Jism

read more
Jhoothaa Ishq Karte Hain 
Jism ko Paakar Chhod Jaate Hain 
Aaj kal Ke Raanjhe
Issh Tarah Se Dil Todd Jaate Hain.

©Sai Angel Shaayari #sad_quotes  life quotes in hindi shayari on life life shayari in hindi sad shayari on life life quotes sad

Jhoothaa Ishq Karte Hain 
Jism

Mr Maksudul 07

Dil ki har ek khushi ab udaas hai, Pyaar ke sapne sab bas khwaab hain, Kismat ke faisle sabne liye hain, Aur hum ab bas khud se juda hain.

read more

Ravi Yadav

#Laxmii ek shabd se malamal

read more

Mohammad Ayaz Qureshi

Mohabbat Karne Or Kahne Me Bahot Fark Hota Hai, Jo Bolte Hai Hum Mohabbat Karte Hai, Lekin Hum Majbur Hai wo Jhoot Bolte Hai. love mohaaba

read more

babu military

ek hi ladki se sacha pyaar kiya hai

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile