Find the Latest Status about tumhe kya lagta hai in english from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, tumhe kya lagta hai in english.
Khan Sahab
Ye bhi Adaab hamare hain tumhe kya maloom. Hum tumhe jeet ke haare hain tumhe kya maloom. Ek tum ho ki samjhte hi nahi ho humko. Ek hum hain ki tumhare hain tumhe kya maloom..! ©Khan Sahab #tumhe kya maloom
#Tumhe kya maloom
read morezubiyaeshams
Hamein to Hosh nahin tumhe kya lagta hai ki ham ab bhi zikr tumhara karte hain .... Love #Shayari #SAD #Videos #mitivational Life
read moreMk Bihari
is kadar dub chuka hun mai tujhme ki tujhse uvarna ab muskil lagta hai is kadar bikhar chuka hun main tujhme ki ab uvar kar nikharna mushkil lagta hai. ©Mk Bihari #boatclub uvarna mushkil lagta hai
Rajput
White yaad hai tujhe pehli baar dekha clg mai phir tujhse pehli baar baat karna or tere intezaar m raaton. ko jaagna or tujhe dekhne k liye tumhara subha subha class m intezaar karna or tujhe sab kuch batana bhi yaad hai aur tujhe door se dekhna or tumhara mujhe pyr se bhulana bhi mujhe yaad hai mujhe rotaa hua dekh kar mujhe chup krbana or mujhe kaha karna ki kabhi naa shodu gi yaad hai mujhe tera ksm khana papa ki yaad hai mujhe kya tum bhul gyi ho bo sb kuch jaana ©Rajput # yaad hai tumhe
# yaad hai tumhe #SAD
read more