Nojoto: Largest Storytelling Platform

New pyar kaise karen Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about pyar kaise karen from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, pyar kaise karen.

    LatestPopularVideo

mumbai color work

kaise kaise loak he yaar #Videos

read more

Suraj Jha

You had better का use kaise karenmeradil Extraterrestrial life Entrance examination #Videos

read more

Payal Kumari

mujhe follow Karen #Videos

read more

rakesh

Koyal ko clean kaise karen #वीडियो

read more

Yadu_Dimple21

log kaise pyar kr lete h #treanding #Comdey #funny_video #कॉमेडी

read more

kabira llb vilog

videos maker subscribe Karen Hamare YouTube channel Kabira LLB vilog ko aur follow Karen #Videos

read more

Deepak Kumar

man ki feelings share Karen #विचार

read more

ISLAMI VIDEO

Mohabbat Ke Anokhe najm please video open Karen aur like aur share Karen #Videos

read more

Technical Ahmad

Back Button Gayab Kaise Karen | Back Button Gayab Ho Gaya | Screen Par Back Button Kaise Hataye #backbuttonsetting #button #hidesetting Ba #Videos

read more

Rahimuddin Eraki

Tauba Kaise Kare #Motivational

read more
White SHIRK

SAWAAL: Kisi se Shirk ya Kufr ho jaaye toh kya kare ?

JAWAAB: Tauba aur tajdeede

Imaan kare biwi waala ho toh tajdeede nikha kare aur mureed ho toh tajdeede baiyyat bhi kare.

SAWAAL: Shirk aur Kufr ke

alaawa koyi dusra gunah ho jaaye toh maafi ki kya surath hai ?

JAWAAB: Tauba kare Khudaaye

Ta'ala ki baargah me roye gid gidaaye apni galti par naadim wa pasheema ho aur dil me pakka ahad kare ke aub kabhi aisi galti na karunga, sirf zuban se tauba tauba keh lena tauba nahi hai.

SAWAAL: Kya har qism ka gunah tauba se maaf ho sakta hai ?

JAWAAB: Jo gunah kisi bande

ki haqtalafi se ho maslan kisi ka maal gazab kar liya, kisi par tohmath lagaayi ya zulm kiya toh inn gunahon ki maafi ke liye zaruri hai ke pehle uss bande ka haq waapis kiya jaaye ya usse maafi maangi jaaye, fir Khudaaye Ta'ala se tauba kare toh maaf ho sakta hai. Aur jis gunah ka ta'alluq kisi bande ki haqta'lafi se nahi hai balki sirf Khudaaye Ta'ala se hai, uski doo qisme hai ek woh jo sirf tauba se maaf ho sakta hai jaise sharaab noshi ka gunah aur dusre woh jo sirf tauba se maaf nahi ho sakte hai jaise namaazon ke na padhne se gunah iske liye zaruri hai ki waqt par namaazon ke adaa na karne ka jo gunah huwa usse tauba kare aur namaazon ki kya qaza padhe agar aaqiri umr me kuch qaza reh jaaye toh unke fidiyah ki wasiyat kar
jaaye.

©Rahimuddin Eraki Tauba Kaise Kare
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile