Nojoto: Largest Storytelling Platform

New zindagi jhandwa phir bhi ghamandwa Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about zindagi jhandwa phir bhi ghamandwa from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, zindagi jhandwa phir bhi ghamandwa.

Stories related to zindagi jhandwa phir bhi ghamandwa

ss ss

zindagi

read more
White zindagi jeena aasan nahi hota hai 
bahut taklif r khusi r gam sab chalta hai

©ss ss zindagi

Naveen Dutt

Bebasi Part. 1 "Har kadam pe rukti hai zindagi, phir bhi umeed ka diya bujhne nahi deta. Bebasi ke manzar bhi ek din roshan ho jaayenge."

read more
Bebasi ke manzar mein, khud ko dhoondhta hoon,
Har simt dard ke saaye, unse joojhta hoon.
Khwab aankhon mein hain, par neend roothi hai,
Khushi paas hai magar, muskaan chhuti hai.
Zindagi ke sawalon ka jawab nahin milta,
Dil ki gehraiyon mein sukoon nahin khilta.
Chaandni bhi lagti hai jaise koi saazish,
Tanhai mein ghira hai dil, bane har baat warish.
Safar mein akele, raste thake-thake,
Har kadam pe rukte, dard ke silsile.
Kise pukaroon, kaun sunega ye sada,
Bebasi ke manzar par koi rukega bhala?
Bas ek umeed ka diya jalaaye rakhta hoon,
Is andhere mein roshni ke kadam ginta hoon.
Shayad ek din ye baadal chhat jaayein,
Aur bebasi ke manzar bhi hans ke behal jaayein.

©Naveen Dutt Bebasi Part. 1

"Har kadam pe rukti hai zindagi, phir bhi umeed ka diya bujhne nahi deta. Bebasi ke manzar bhi ek din roshan ho jaayenge."

Ruineddevil

#sad_qoute Mujhe saamne kuch nahi dikh raha, Phir bhi mai chalta jaa raha hoon, Samandar me lehron ke tanav bahut hai, Phir bhi dekh machalt

read more
White Mujhe saamne kuch nahi dikh raha,
Phir bhi mai chalta jaa raha hoon,
Samandar me lehron ke tanav bahut hai,
Phir bhi dekh machalta jaa raha hoon!

©Ruineddevil #sad_qoute Mujhe saamne kuch nahi dikh raha,
Phir bhi mai chalta jaa raha hoon,
Samandar me lehron ke tanav bahut hai,
Phir bhi dekh machalt

Rayees Ahmad Bhat

Zindagi

read more

Manish Kumar

kuch bhi

read more

Komal Singh

Neha Gupta

#Phir ek din....

read more

Sai Angel Shaayari

#sad_quotes life quotes in hindi reality life quotes in hindi Cigarette 🚬 Ki Dibbi Si Hai Mohabbat Bhi , Likhaa Hai Maare Jaaogey.... Phir

read more
Cigarette 🚬 Ki Dibbi Si Hai Mohabbat Bhi , Likhaa Hai Maare Jaaogey.... Phir Bhi Peetey Hain Log.

©Sai Angel Shaayari #sad_quotes  life quotes in hindi reality life quotes in hindi

Cigarette 🚬 Ki Dibbi Si Hai Mohabbat Bhi , Likhaa Hai Maare Jaaogey.... Phir

Ajita Bansal

zindagi

read more
zindagi ek pal me nayi si ban jaygi 
jab aap kuch nayaa kroge 
lekin agar 
purane jese rahe 
to jo hai vahi rah jaoge

©Ajita Bansal zindagi

Raimali khakhalary

toh phir mana lena nojoto #dialouge #Raimalikhakhalary

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile