Find the Latest Status about pyar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, pyar ka pehla khat likhne mein waqt to lagta hai.
Shadaab Ali
White Khatam kardo saari purani baatein Chalo phir se shuru karte hai. Tu dil rakh mai jazbaat rakhta hu Chal phir se mohabbat karte hai.. ©Shadaab Ali #Sad_Status.. udaasi ke baad ki line wo bhi khud ki. kabhi kuch achha likhne ke baad lagta hai. hum bhi shayar ho gaye kya🤣
#Sad_Status.. udaasi ke baad ki line wo bhi khud ki. kabhi kuch achha likhne ke baad lagta hai. hum bhi shayar ho gaye kya🤣
read moreAnamika Raj
White Dhundo to sukoon khud mein hai dusro me to bas uljhane hi milengi 💯 ©Anamika Raj Dhundo to sukoon khud mein hai
Dhundo to sukoon khud mein hai
read moreAngel
White तुम साथ हो तो वक़्त का पता नहीं चलता ❤️ © Angel #love_shayari Tum sath Ho to waqt ka pata nahin chalta
#love_shayari Tum sath Ho to waqt ka pata nahin chalta
read morehttps://www.youtube.com/@Babitababyhot
White jivan Ko Sathi banana chahte ho To khud Se bair kar lena maut ko munh banana chahti ho to khud Ko Pani sab Pi Lena aur aansuon ko khushiyan banana chahte ho to doston aur Mohabbat Ko dur kar lena Paisa kamana chahte Hain To khud Ko maar lena Jamir Jamir aur Dharm ko bhej dena aur Sukh mein dukh hona chahte ho to apnon se ladai kar lena 😱🤯🤞🙏👍🐿️👀🖕🤔🧐🤞⏩ ©https://www.youtube.com/@Babitababyhot #sad_qoute waqt ka Dard pyar Ki Jeet ghatata hai
#sad_qoute waqt ka Dard pyar Ki Jeet ghatata hai
read moreAshok GOSWAMI
White अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख़्वाबों में मिलें जिस तरह सूखे हुए फूल किताबों में मिलें ©Ashok GOSWAMI #good_night #Lagta
Vivek
green-leaves बहुत कुछ कहने का सब, लिखा मैने खत में, हर शब्द की प्यारी सी आंखों में, उसकी एक झलक में,कितना अच्छा महसूस किया मैंने, उसकी ज़रा मदद में,साथ उन्हें ले आया, किसी के पास से, इतनी दूर तलक में...!!! ©Vivek #GreenLeaves #khat
Naveen Dutt
White Ghar ghar nahi lagta, Maa tere bina Diwaron mein ab wo baat kahan, Teri muskaan ke bina yeh saans kahan. Tere haathon ka bana woh ek nivaala, Ab swad mein kahan woh pyar chhupa. Tere dupatte ki mehak hawaon mein thi, Ab toh bas khamoshi saath chalti hai. Tere laalten ki roshni thi jo ghar mein, Ab diya jalta hai, par andhera lagta hai. Teri lori ke suron mein ek jadoo tha, Raat ki chaadar mein sukoon tha. Ab toh neend bhi ankho se rooth gayi hai, Teri baahon ke bina, raat adhoori si hai. Jahan tu hoti thi, wahan mandir lagta tha, Tere bina toh ghar bhi ek jungle lagta hai. Tere kadmon ki aahat jo sukoon deti thi, Ab toh sirf khamoshi dil ko cheer deti hai. Maa, ghar toh bas ek jagah hai rehne ki, Teri mamta ke bina ek khokhla sa shehar hai. Tu laut aa, toh phir se ghar ghar ban jaaye, Phir se zindagi mein ek suraj ug aaye. Ghar ghar nahi lagta, Maa tere bina, Tere pyar ke bina yeh duniya suna suna. ©Naveen Dutt "Ghar sirf ek jagah nahi, maa ke hone ka ehsaas hai. Tere bina sab adhoora lagta hai." #MaaKaPyar #EmotionalPoetry #MotherLove #DilSe #Ghar
"Ghar sirf ek jagah nahi, maa ke hone ka ehsaas hai. Tere bina sab adhoora lagta hai." #maakapyar #EmotionalPoetry #motherlove #dilse Ghar
read moreSonu Kumar
New Year Resolutions jinko data Nahin chahie tha vah bhi data ka paisa deta tha ya nahin jabran Paisa liya jata tha data ka ©Sonu Kumar #newyearresolutions jinko data Nahin chahie tha vah bhi data ka paisa deta tha matlab jabran Paisa liya jata tha Logon se data ka man Lijiye
#newyearresolutions jinko data Nahin chahie tha vah bhi data ka paisa deta tha matlab jabran Paisa liya jata tha Logon se data ka man Lijiye
read moreSonu Kumar
Unsplash mobile recharge Ka Plan ab thoda Sasta Ho Sakta Hai Naye Sal mein ©Sonu Kumar #snow Naye Sal Mein mobile recharge ka planning Sasta ho sakta hai
#snow Naye Sal Mein mobile recharge ka planning Sasta ho sakta hai
read more