New tere bina nahi jeena mar jana dholna Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about tere bina nahi jeena mar jana dholna from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, tere bina nahi jeena mar jana dholna.

Stories related to tere bina nahi jeena mar jana dholna

Vickygautam608

#Thinking Tere Bina शायरी दर्द

read more
White तेरे बिना ज़िन्दगी जीना बहुत मुश्किल है,
और तुझे ये बताना और भी मुश्किल है।

©Vicky gautam #Thinking Tere Bina  शायरी दर्द

brar saab

#Thinking ji nahi #Lagta tere bin

read more
White je nahi lagta tere bin

©brar saab #Thinking ji nahi #lagta tere bin

Pramod Singh Pal

wakt ka ana jana..

read more
wakt bura hai to 
bura hi sahi 
gujar jayege, badal jayega
bas khud par aur 
khuda par bharosha rakh 
sab sudhar jayega
sab sawar jayega
aur fir se khushiya
lautayega.....

©Pramod Singh Pal wakt ka ana jana..

Naveen Dutt

"Ghar sirf ek jagah nahi, maa ke hone ka ehsaas hai. Tere bina sab adhoora lagta hai." #maakapyar #EmotionalPoetry #motherlove #dilse Ghar

read more
White Ghar ghar nahi lagta, Maa tere bina
Diwaron mein ab wo baat kahan,
Teri muskaan ke bina yeh saans kahan.
Tere haathon ka bana woh ek nivaala,
Ab swad mein kahan woh pyar chhupa.
Tere dupatte ki mehak hawaon mein thi,
Ab toh bas khamoshi saath chalti hai.
Tere laalten ki roshni thi jo ghar mein,
Ab diya jalta hai, par andhera lagta hai.
Teri lori ke suron mein ek jadoo tha,
Raat ki chaadar mein sukoon tha.
Ab toh neend bhi ankho se rooth gayi hai,
Teri baahon ke bina, raat adhoori si hai.
Jahan tu hoti thi, wahan mandir lagta tha,
Tere bina toh ghar bhi ek jungle lagta hai.
Tere kadmon ki aahat jo sukoon deti thi,
Ab toh sirf khamoshi dil ko cheer deti hai.
Maa, ghar toh bas ek jagah hai rehne ki,
Teri mamta ke bina ek khokhla sa shehar hai.
Tu laut aa, toh phir se ghar ghar ban jaaye,
Phir se zindagi mein ek suraj ug aaye.
Ghar ghar nahi lagta, Maa tere bina,
Tere pyar ke bina yeh duniya suna suna.

©Naveen Dutt "Ghar sirf ek jagah nahi, maa ke hone ka ehsaas hai. Tere bina sab adhoora lagta hai."

#MaaKaPyar #EmotionalPoetry #MotherLove #DilSe #Ghar

Sonikarani

#SunSet tere bina jeena to dur ki baat ham tere bina mar bhi nhi sakte💘❣️

read more
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset kha se lau wo lafj jo tujhe mera kar de 💘duniya chand 🌝ko dekhe👀 aur meri nazar tujh par rahe

©Sonikarani #SunSet tere bina jeena to dur ki baat ham tere bina mar bhi nhi sakte💘❣️

- Arun Aarya

#retro #mar gaya

read more
आँखों  में  है  नशा  उसके , और  है  हाथों  में  प्याला !

कोई मेरे बारे में पूछे तो बताना , मर गया मुझें चाहने वाला..!!

- अरुन आर्या

©- Arun Aarya #retro #mar gaya

wasim khan

tum mar gaiye hote 🥀

read more
Unsplash Dagah dete huye ek pal khuda se dar gaiye hote wafa achi karam hai kash tum bhi kar gaiye hote woh to main hoon yaara jo hasta hoon zamane mein mujhe baqshi hui takleef mein tum maar gaiye hote....

©wasim khan tum mar gaiye hote 🥀

Kabir

wloves quotes tere bina

read more

Kavita Urf Vini

tere bina jiya jaye na #Love#Love

read more

LaFzO kI dUnIyA

jana jaruri h kya

read more
Chalo jaao bhi abb jee lenge 

par sach kaho majboori hai kya?

Mujhe yeh kahani thodi aur likhni

 thi tumhare hisaab se poori hai kya?"

©दिल से शायरी jana jaruri h kya
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile