Nojoto: Largest Storytelling Platform

New dil ka dard shayari 590 Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about dil ka dard shayari 590 from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, dil ka dard shayari 590.

Nazrul Islam Faateh

ویسے تو بہت تیز ہو ہر کام میں لیکن
اوقات دکھانے میں بڑی دیر لگا دی_...
______________________
WAise to Bahut Tez ho Har Kaam me Lekin
Auqaat Dikhane me Bahut Der laga di.!!!!

©Nazrul Islam Faateh #Dard #Pain #Love #Dil #Muhabbat #Nojoto #Shayari #Trending #Hindi #Poetry

Nazrul Islam Faateh

White میرے احباب مُجھے لُوٹ کے نِکلے ہیں ابھی
میرے دشمن تُجھے اس بار بھی تاخیر ہوئی
____________________________
Mere Ahabab Mujhe Loot ke Nikle hain Abhi
Mere Dushman Tujhe Iss baar Bhi Takheer Hui

©Nazrul Islam Faateh #Sad_Status #Muhabbat #Dil #Dard #Nojoto #Trending #SAD #Shayari #Poetry #Love

Annu Sharma

मेरी खामोशी से किसी को फरक नहीं पड़ा कभी !
तो हाल-ए-दिल बताना छोड़ दिया मैने !!

शिकायत के दो शब्द चुभ जाते थे सबको !
तो शिकायत चुभाना छोड़ दिया मैने !!

इतना प्यार दिया, फिर भी कदर ना हुई मेरी !
तो प्यार जताना छोड़ दिया मैने !!

और दिलों के मक़ान में किराएदार बन के बैठे थे हम !
ऐसा दिल दुखा, की उस मक़ान में जाना छोड़ दिया मैने !!
    Annu ✍️

©Annu Sharma 💔🙂
#SAD #Shayari #Nojoto #alone #Takleef #Dard #Shikayat #Dil #nojotoshayari

Priya Vars

White साथ होकर भी हम साथ नहीं थे 
पास होकर भी हम पास नहीं थे 
जिंदगी के सफर में हम अकेले ही थे

©Priya Vars #Sad_Status #Shayari #sadness #Dil #Broken #Dard #hartbroken

Shaik Nishe

dard apno ka

read more
White Apne to bas khoon ke hote hein  ,
Rishte to zarurat ke hote hein, 
Ketna bhi acha o sacha karlo unhen, 
Kehte hein ke o hume matlabi hote hein

©Shaik Nishe dard apno ka

wah_miss.farooqui_10

🅼🅰🆂🅾🅾🅼 🅱🅰🅽🅳🅰

L♥️ve #ishq #viral #Jaan #Dil #Dard #Pain Shayari #Trading sad shayari

read more
White तजुर्बा मोहब्बत का जरूरी है जिन्दगी के लिए

वर्ना दर्द में मुस्कुराने का हुनर कहाँ से आयेगा...!!

©🅼🅰🆂🅾🅾🅼 🅱🅰🅽🅳🅰 #L♥️ve #ishq #viral #Jaan #Dil #Dard #Pain #Shayari #Trading  sad shayari

🅼🅰🆂🅾🅾🅼 🅱🅰🅽🅳🅰

#GoodNight L♥️ve #pyaar #Pain #Dard Shayari #Shayar #viral #Dil

read more
White लोग आपको कभी ना कभी छोड़ के जायेंगे ही

आपको बस उनको जाता देखने की हिम्मत रखनी होगी 😊

©🅼🅰🆂🅾🅾🅼 🅱🅰🅽🅳🅰 #GoodNight #L♥️ve #pyaar #Pain #Dard #Shayari #Shayar #viral #Dil

Ravi Kumar

#Dil #Tuto# ka #daed

read more
White kya hal hai dil dukjane wali

©Ravi Kumar #Dil #tuto# ka #daed

Naveen Dutt

"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."

read more
White Mann ke kone mein chhupi baatein,
Dil ke darwaze par dastak deti hain.
Raat ke sannaton mein guftagu karti hain,
Par sunne wala koi nahi hota.
Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar,
Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi.
Dil chahte hai chillake kahoon,
Par shabdon ko bandhan se azadi nahi.
Kaash koi ho jo samajh sake,
Mere khamoshi ke gehray matlab.
Jo bina kahe jaan le,
Mere dil ke chhupaye jazbaat.
Kitne khayalon ka bojh uthaya hai,
Kitni baar apne aap ko samjhaya hai.
Par kabhi kabhi dil keh deta hai,
"Kaash ek baar toot kar ro loon."
Zindagi ke safar mein,
Kya har insaan akela hota hai?
Ya shayad hum khud hi,
Apni duniya se dur ho jaate hain.
Toh agar tu sun raha hai, aye khuda,
Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe.
Mere alfaaz ko nahi,
Mere khamoshi ko samjhe.

©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz"

"Raat ke sannate se baatein karta hoon,
Dil ka dard chupke se likhta hoon."
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile