Nojoto: Largest Storytelling Platform

New mein teri hoon Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about mein teri hoon from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos.

Sam

#Taras Raha hoon due hoke tujshe

read more

Naveen Dutt

"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."

read more
White Mann ke kone mein chhupi baatein,
Dil ke darwaze par dastak deti hain.
Raat ke sannaton mein guftagu karti hain,
Par sunne wala koi nahi hota.
Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar,
Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi.
Dil chahte hai chillake kahoon,
Par shabdon ko bandhan se azadi nahi.
Kaash koi ho jo samajh sake,
Mere khamoshi ke gehray matlab.
Jo bina kahe jaan le,
Mere dil ke chhupaye jazbaat.
Kitne khayalon ka bojh uthaya hai,
Kitni baar apne aap ko samjhaya hai.
Par kabhi kabhi dil keh deta hai,
"Kaash ek baar toot kar ro loon."
Zindagi ke safar mein,
Kya har insaan akela hota hai?
Ya shayad hum khud hi,
Apni duniya se dur ho jaate hain.
Toh agar tu sun raha hai, aye khuda,
Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe.
Mere alfaaz ko nahi,
Mere khamoshi ko samjhe.

©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz"

"Raat ke sannate se baatein karta hoon,
Dil ka dard chupke se likhta hoon."

Mr Maksudul 07

Khuda se sirf ek dua maangta hoon, Uska saath har jagah paata hoon. Uski intezaar mein dil dhadak raha hai, Jaise har dua mein usko bulaata

read more

Akshay Kasbe

#love_shayari teri yaadon mein khoya rehta hu

read more
White teri yaadon mein khoya rehta hu...! ❤‍🩹

©Akshay Kasbe #love_shayari teri yaadon mein khoya rehta hu

Navjot Molta

#Teri yaad mein Hinduism

read more
Unsplash december bhi beet gya 
teri hi yaad mein 
naya saal bhi beet jaega 
tere hi intezaar mein

©Navjot Molta #teri yaad mein Hinduism

Prasanta Kumar Jena

Zindagi mein

read more

Muhammad asif Muhammad Asif

Main Teri yaad me har pal sogwaar rehta hoon

read more

Guria Sharma

teri yaad

read more
Unsplash Itna aasaan nahi tha 
tere bina jeena
pal pal tuti....pal pal bikhri
par phir sambhli 
tere yaado ke sath 
akhirkaar 
jeena sikh hi gyi

©Guria Sharma teri yaad

LaFzO kI dUnIyA

khule baalo mein

read more
सब कहते हैं;

"Tum khulay baalon main achi lagti ho"

लेकिन सालार सिकंदर कहते हैं;

"Tum baal bandh lo
main baar baar apni baat bhool raha hoon."

©दिल से शायरी khule baalo mein

nazish hameed

Teri galiyan

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile