Find the Latest Status about ho jata hai kya from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, ho jata hai kya.
Aarohi
Kaash hoti aisi bhi duniya,Jaha sachchai nazar aati Jhooth fareb ki jagah na hoti,Beyimani bhi na chal paati Jhooth bolne se pehle hi,Jubaan pe sach aa jata Kaash, iss duniya se jhooth ka naamo-nisha hi mit jaata Soch🤔 k aisi baate bhi man khush😊 ho jata hai kya🤔 Jhooth k Bina bhi,Achchha jeewan🤗😊 jiya jata hai
Aditya
Ye pyar hai janaab, kisi ki jurrat nahi ki koi ise karle. Ye to apne aap hi ho jata hai.... Ho jata hai bas ho jata hai...#
badnaam
bohot ruk ruk kar chalna pad rha hai bohot ruk ruk kar chalna pad rha hai ye sasta ghoont jisse ishq kehte hai, hme bohot mehanga pad rha hai Tumhare saath toh jeena chahta hoon tumhare saath toh jeena chahta hoon dekho,tumhare bin toh jeena pad rha hai Maaloom hai mujhe ki in sab se tumhara saath mukammal na ho skega magar sau martaba bhi haar kar, apne ishq ki sachai sunane me kya jaata hai pta nhi kab smajh aaega tumhe ki me tujhe kitna chahta hoon Ek martaba mujh par yakeen krne me teta kya jaata hai #badnaam #kya #jata #hai
Panchal MUNNA HN
Standing near the window, I saw pata nai kya ho jata hei .jab jagda ho jata hei tera aur mera...😑 tu muh fer leti hei mujse aur me bhi nazare leta hu tujse chura... pyar mera hei sachcha jaan bhulse bhi hath mat lena mujse chhuda.. -its me hn- Kya ho jata hei hn