Find the Latest Status about chupke se sun from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, chupke se sun.
Ranjana singh kamal
White bin bulaye hi tumhari yaden, aa jatin hain chupke se, tu sun o mere nadan dil, kuchh pal to door rahle, yadon ki uljhhan se. ©Ranjana singh kamal #Sad_Status aa jati hai yad chupke se
#Sad_Status aa jati hai yad chupke se
read moreDr.Madhumita Mulia
White Be like the Sun. Even if you need to vanish from the scene, never give up and come back with full vigour. Keep burning the fire within you. ©Dr.Madhumita Mulia #GoodMorning #Sun
Naveen Dutt
White Mann ke kone mein chhupi baatein, Dil ke darwaze par dastak deti hain. Raat ke sannaton mein guftagu karti hain, Par sunne wala koi nahi hota. Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar, Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi. Dil chahte hai chillake kahoon, Par shabdon ko bandhan se azadi nahi. Kaash koi ho jo samajh sake, Mere khamoshi ke gehray matlab. Jo bina kahe jaan le, Mere dil ke chhupaye jazbaat. Kitne khayalon ka bojh uthaya hai, Kitni baar apne aap ko samjhaya hai. Par kabhi kabhi dil keh deta hai, "Kaash ek baar toot kar ro loon." Zindagi ke safar mein, Kya har insaan akela hota hai? Ya shayad hum khud hi, Apni duniya se dur ho jaate hain. Toh agar tu sun raha hai, aye khuda, Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe. Mere alfaaz ko nahi, Mere khamoshi ko samjhe. ©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
read moreMeena Chaudhary
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset Good morning friends ♥♥♥ ©Meena Chaudhary #Sun
Gyanesh Singh
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset hlo good morning ©Gyanesh Singh #Sun rise
#Sun rise
read moreNarendra kumar
दूख सुख में हमें सम रखना प्रभु। अहम भाव से हमें दूर रखना प्रभु। ©Narendra kumar #Sun