Nojoto: Largest Storytelling Platform

New shayari on love in hindi Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about shayari on love in hindi from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, shayari on love in hindi.

Stories related to shayari on love in hindi

Akash Jaiswal

#good_night hindi shayari shayari on love shayari in hindi shayari love love shayari

read more
White Tu Chahe ya na chahe mai ,
tere intzaar mai rukunga yahi,
Tu jab bhi laut kar aaye,
tujhe.milunga yahi 💔🧿

©Akash Jaiswal #good_night  hindi shayari shayari on love shayari in hindi shayari love love shayari

Latika Chawda "लाली"

#love_shayari shayari in hindi shayari love hindi shayari love shayari shayari on love

read more
White प्रत्येक प्रेम अजीब ही होता है,
कोई प्रेम एक-सा नहीं होता है;
लेना तो होगा प्रवेश प्रेम की शाला में,
गर जीवन में प्रेम सफल करना होता है!

©Latika Chawda #love_shayari  shayari in hindi shayari love hindi shayari love shayari shayari on love

àqsh_13

#Thinking shayari on love shayari in hindi

read more
White talab itni ki tumhe baahon me bhar lu
majboor itna ki tumse bhut door hu

©àqsh_13 #Thinking  shayari on love shayari in hindi

Pankaj mishra

#Thinking shayari on love shayari in hindi hindi shayari love shayari

read more
White Wo aur wo uska dheere se muskurana
Bada hi qatill lagta hai uska mila ke achanak nazar jhukana....!

©Pankaj mishra #Thinking  shayari on love shayari in hindi hindi shayari love shayari

Pankaj mishra

#Thinking hindi shayari shayari in hindi shayari on love

read more
White Sham ho gai ab hawaye sard ho jayengi
Hume yaad aayegi unki aur dhadkane unko hi gayengi....!

©Pankaj mishra #Thinking  hindi shayari shayari in hindi shayari on love

Urja

Love shayari love love shayari shayari on love shayari in hindi hindi shayari

read more
Baat na ho to bechain hota hai..
ho jaye to aur hota hai..
tumharey khayalon se labrez ye dil..
Mere bas mein kahaa rehta hai..

Main aur tum bhaley hi hum nahi..
par hum se kum bhi nahi..
Hua kabhi izhaar bhi nahi..
par mohobbat se inkaar bhi nahi..

Tumhare ghar par nahi to kya..
dil mein to rehti hu naa..
Tumharey ehsason ki tishnagi ko bhi to..
apne dil mein sanjoti hu naa..

Ab dua hai ki khuda ki rehmat barsey yunhi..
saath ye barkaraar rahey yunhi..
Khushiyon ka silsila behisaab yunhi..
Ishq Mohobbat Pyaar yunhi..
Ishq Mohobbat Pyaar yunhi!!

💕

©Gabby #Love  shayari love love shayari shayari on love shayari in hindi hindi shayari

àqsh_13

#Sad_Status shayari on love shayari in hindi

read more
White adhura lagta hai har who din 
jis din tumse baat nhi hoti

©àqsh_13 #Sad_Status  shayari on love shayari in hindi

Naved

shayari on life shayari on love shayari in hindi

read more
White 

ठहराव तो उसमे था ही नही 

रुकती थी निकल लिया करती थी

मै लिबास बदलने की सोचता था

वो मर्द बदल लिया करती थी

©Naved  shayari on life shayari on love shayari in hindi

Pankaj mishra

#love_shayari shayari in hindi shayari love hindi shayari shayari on love

read more
White Wo aur mai jab bhi rahte hai ek sath
kasam khuda ki bas me hote hai dilke zazbat....!

©Pankaj mishra #love_shayari  shayari in hindi shayari love hindi shayari shayari on love

Pankaj mishra

#SunSet hindi shayari shayari in hindi shayari on love

read more
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset Subah Subah uska pyar se dekh ke muskurana
Ha bada hi pyara lagta hai uska mujhe pyar se gale lagana.....!

©Pankaj mishra #SunSet  hindi shayari shayari in hindi shayari on love
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile